Monday, April 19, 2010

MUSIC:USHA KHANNA - SINGER YESUDAS


Usha Khanna - The Only Female Music Director In Bollywood



FILM: DADA [ 1979]
CAST: VINOD MEHRA, BINDIYA GOSWAMI

LYRICS: KULWANT JANI


1, "DILKE THUKDE THUKDE KARKE....


Dil Ke TukaDe TukaDe Karake
Muskuraate Chal Diye ) - (2)
Jaate Jaate Ye To Bataa Jaa
Ham Jiyenge Kisake Liye
Dil Ke TukaDe TukaDe Karake
Muskuraate Chal Diye
Chaand Bhii Hogaa, Taare Bhii Honge
Duur Chaman Men Pyaare Bhii Honge
Lekin Hamaaraa Dil na Lagegaa
Bhiigegii Jab Jab Raat Suhaanii
Aag Lagaaegii R^Itu Mastaanii
Tuu Hii Bataa Koii Kaise Jiyegaa
Dil Ke Maaron Ko Dil Ke Maalik
Thokar Lagaa Ke Chal Diye
Dil Ke TukaDe
Ruuthe Rahenge Aap Jo Hamase
Mar Jaaenge Ham Bhii Kasam Se
Sunale Haath ChhuDaane Se Pahale
Jaan Hamaarii naam Pe Terii
Jaaegii Jis Din Dilabar Merii
Soch Samajh Le Jaane Se Pahale
Yuun Agar Tum Dil Kii Tamannaa
Ko Mitaake Chal Diye
Dil Ke TukaDe Dil Ke TukaDe TukaDe Karake
Muskuraate Chal Diye ) - (2)
Jaate Jaate Ye To Bataa Jaa
Ham Jiyenge Kisake Liye
Dil Ke TukaDe TukaDe Karake
Muskuraate Chal Diye
Chaand Bhii Hogaa, Taare Bhii Honge
Duur Chaman Men Pyaare Bhii Honge
Lekin Hamaaraa Dil na Lagegaa
Bhiigegii Jab Jab Raat Suhaanii
Aag Lagaaegii R^Itu Mastaanii
Tuu Hii Bataa Koii Kaise Jiyegaa
Dil Ke Maaron Ko Dil Ke Maalik
Thokar Lagaa Ke Chal Diye
Dil Ke TukaDe
Ruuthe Rahenge Aap Jo Hamase
Mar Jaaenge Ham Bhii Kasam Se
Sunale Haath ChhuDaane Se Pahale
Jaan Hamaarii naam Pe Terii
Jaaegii Jis Din Dilabar Merii
Soch Samajh Le Jaane Se Pahale
Yuun Agar Tum Dil Kii Tamannaa
Ko Mitaake Chal Diye
Dil Ke TukaDe



Audio

2. FILM: SAAJAN BIN SUHAGAN [1978]
CAST: RAJENDRA KUMAR, VINOD MEHRA, PADMINI KOLHAPURI

LYRICS:





" MADUBAN KHUSHBOO DETA HAI

Madhuban khushboo deta hai, saagar saawan deta hai
Jeena uska jeena hai, jo auro ko jeewan deta hai
Madhuban khushboo deta hai…

Suraj na ban paaye to, banke deepak jalta chal -2
Phool mile ya angaare, sach ki raaho pe chalta chal -2
Pyaar dilo ko deta hai, ashqo ko daaman deta hai
Jeena uska jeena hai, jo auro ko jeewan deta hai
Madhuban khushboo deta hai…

Chalti hai lehraake pawan, ke saans sabhi ki chalti rahe -2
Logo ne tyaag diye jeewan, ke preet dilo mein palti rahe -2
Dil woh dil hai jo auro ko, apni dhadhkan deta hai
Jeena uska jeena hai, jo auro ko jeewan deta hai
Madhuban khushboo deta hai…

Main na bhoolunga, main na bhoolungi

Movie Name: Roti Kapda aur Makaan (1974)
Singer(s): Mukesh, Lata Mangeshkar
Music Director(s): Laxmikant, Pyarelal
Lyricist(s): Santosh Anand

Main na bhoolunga, main na bhoolungi
In rasmo ko in qasmo ko in rishte naato ko
Main na bhoolunga...

Chalo jag ko bhoolein, khayaalo mein jhoolein
Bahaaro mein dole, sitaaro ko chhoolein
Aa teri main maang sanwaaru tu dulhan ban jaaye
Maang se jo dulhan ka rishta main na bhoolungi...

Samay ki dhaara mein, umar beh jaani hai
Jo ghadi jee lenge, wahi reh jaani hai
Main ban jaau saans aakhri tu jeewan ban jaaye
Jeewan se saanso ka rishta main na bhoolungi...

Barasta saawan ho, mahekta aangan ho
Kabhi dil dulha ho, kabhi dil dulhan ho
Gagan bankar jhoomein, pawan bankar jhoomein
Chalo ham raah modein, kabhi na sang chhodein
Taras chakh jaana hai, nazar chakh jaana hai
Kahi pe bas jaayenge, ye din kat jaayenge
Arre kya baat chali, woh dekho raat dhhali
Ye baatein chalti rahe, ye raatein dhhalti rahe
Main man ko mandir kar daalu tu pooja ban jaaye
Mandir se pooja ka rishta main na bhoolungi…



Audio "


Audio



3. FILM: MAZDOOR ZINDABAD [ 1976 ] NARESH KUMAR

CAST: ASOK KAPOOR, I.S. JOHAR, PARVEEN BABI, MALA SINHA, RANDHIR KAPOOR

LYRICS: VITHALBAI PATEL


" MERI MUNNI RANI SOJA....


Audio





4. FILM: SONE KA DIL LOHE KE SATH [1978] NARESH KUMAR
CAST: DARA SINGH, MALA SINHA, ARUNA IRANI, KAMAL KAPOOR , NAZIR
HUSSAIN,RAJENDER KUMAR
LYRICS:
" SONE KA DIL LOHE KI SAATH....

Audio



Audio



5. FILM: DOOR DESH [1983] AMBRISH SANGAL

CAST: RAJ BABBAR, SADSHI KAPOOR, SHARMILA TAGORE,BABITA, PARVEEN BABI

LYRICS aapko humse pyaar hai kaise humein bataa diyaa
yeh kyaa kiyaa huzoor ne apnaa humein banaa liyaa, aap to aisaa na the



NOT AVAILABLE

No comments:

Post a Comment