Tuesday, July 24, 2012

SHREYA GHOSHAL... HINDI HITS [ 10] UPDATE



Shreya Ghoshal
was born in a Bengali Family in Durgapur, West Bengal. She is a Indian classical singer. She shot to fame when she won the Sa Re Ga Ma Pa contest on Zee TV. Besides Hindi, she also sings in Bengali, Assamese, Telugu, Kannada, Malayalam, Marathi, Punjabi and Tamil.
She has 4 National Film Awards, 5 Filmfares and 4 IIFA Awards to her credit. In a very short period, she has emerged as the leading female playback singer in the Hindi Film Industry.


1. FILM: SAWARIYAH [ 2007]

LYRICS: SAMEER
MUSIC: MONTY SHARMA


thode badmaash ho tum, thode naadaan ho tum - 2
haan magar yeh sach hai hamaari jaan ho tum) - 2
meri saanson ki chhankaar ho tum, sola singaar ho tum meri
aanhon ka intzaar ho tum,
mera imaan meri shaan
mera maan ho tum thode beimaan ho tum,
thode shaitaan ho tum - 2

haan magar yeh sach hai
mere bhagwaan ho tum thode mm mm mm mm mm
naadaan ho tum mm mm mm mm mm
aa aa aa aa badmaash


Copy paste this URL below on your browser for viewing Video

http://www.youtube.com/watch?v=Xtc-Mu9yvTs





2. FILM: SALAM E ISHQ [2007]

LYRICS: SAMIR
MUSIC: SANKAR , EHASAAN, LOY


Ishq hai,Teri aankhon ke matvaale
Kaajal ko mera salaam
Zulfon ke kale kale
baadal ko mera salaam
ghayal kar de mujhe yaar
tere paayal ke jhankar
hey soni sone,teri soni,
har adaa ko salaam
Salaam-e-Ishq.Ishq Ishq
Salaam-e-Ishq,Salaam-e-Ishq Ishq
Salaam-e-Ishq
Ho Salaam-E-Ishq Salaam-E-
Salaam-e-Ishq
Salaam-e-(2)Ishq hai....
Ho teri mastaani anjaani
bataon ko mera salaam
Rangon mein doobi doobi
raaton ko mera slaaam
Khwaabon mein kho gayi main
deewani ho gayi main
soney soney aisse soney
har adaa ko salaam

Salaam-e-Ishq.Ishq Ishq
Salaam-e-Ishq
Ho Salaam-E-Ishq Salaam-E-
Salaam-e-Ishq
Salaam-e-(2)
Ishq hai....

Teri meri nazar jo milli pehli baar
ho gaya ho gaya tujhse pyaar...
dil hai kya dil hai kya
jaan bhi tujhoe nisaar
maine tujhe kiya aitbaar
ho main bhi toh tujhpe mar gayi
deewanapan kya kar gayi
meri har dhakan betaab hai
palkon vich tera khwaab hai

Ho jaan se bhi pyaari pyaari
jaaniya ko salaam
Ho Salaam-E-Ishq Salaam-E-
Salaam-e-Ishq
Salaam-e-(2)Ishq hai....

Main tere ishq mein do jahan vaar doon
mere vaade pe kar le yakeen
keh raha aasman keh rahe hai zameen
tere jaissa dooja nahin
Ho aisse jaadoon na daal ve
naa aaon tere naal ve
jhooti tereedein chodh de
ab dil mere dil se jod de
ho jo abhi hai dil se
nikli uss dua ko salaam Salaam-E-Ishq
Salaam-E-Ishq,Ishq,Ishq...Salaam-E-Ishq
Ho Salaam-E-Ishq Salaam-E-
Salaam-e-Ishq
Salaam-e-(2)Ishq hai....
Salaam-E-Ishq Salaam-E...(2)
Ishq hai
Rab se hai iltija maaf kar de mujhe
main toh teri ibaadat karoon
Aye meri soniye na khabar hai tujhe
Tujhese Kitni mohobbat karoon
Tere bin sab kuch benoor hai
Meri Maang Mein tere sindoor hai
sanson mein yehi paigaam hai
Mera sab kuch tere naam hai
Ho dhadkanon mein rehne
waali soniye ko salaam
Salaam-e-ishq



Copy paste this URL below on your browser for viewing Video


http://www.youtube.com/watch?v=zns53qYaQIo



3. FILM: MEIN HOON NA [2003]

LYRICS: JAVED AKTHAR
MUSIC: ANU MALIK




aa aa khoya hai pake jisne pyar mai
hu na bechain mai hu, bekarar mai
hu na koi toh ho aisa, jisko apna keh sakun
koi toh ho aisa, jiske dil me reh sakun
ho koi toh kehta ek bar mai hu na khoya
hai pake jisane pyar mai hu na bechain
mai hu, bekarar mai hu na
aa aa jo bandhan
tute jo apne ruthhe,
pas aa jaye phirse duriya yeh kyun hota hai,
ke dil rota hai bebas ho jatee hai,
yeh jaban apne toh sare iss kinare reh gaye - (2)
ho tanha chala jo uss par mai
hu na khoya hai pake jisne pyar mai
hu na bechain mai hu, bekarar mai
hu na jahan bhee mai jaun,
jahan bhee mai dekhu sare chehre begane
se hain kabhee koi tha,
jo meraa hee tha yeh kisse abb afsaane
se hain kal jindagee ne khel khele the gaye
kuchh log jite,
jit ke sab le gaye ho hisse me aaya
jisake har mai hu na khoya hai pake
jisane pyar mai hu na bechain mai hu,
bekarar mai hu na



Copy paste this URL below on your browser for viewing Video


http://www.youtube.com/watch?v=yMIJm5CLOaY

4. FILM: YUVA RAJ [2008]

LYRICS: GULZAR
MUSIC: A.R. REHMAN


ho o o o oho o o o o ho
aaja main hawaon
pe bithake le chalu tu hi to tu hi
to meri dost
hain aaja main khalon mein uthake le chalu
tu hi to meri dost hain
awaaz ka dariya hoon,
behta hoon main nili raaton mein
main jaagta rehta hoon,
nind bhari jheel se aankhon
mein awaaz hoon
main aaja main
hawaon pe bithake le chalu
tu hi to tu hi to
meri dost hain aaja main khalon
mein uthake le chalu tu hi to
meri dost hain aaja main khalon
mein uthake le chalu tu hi to
meri dost hain raat mein chandani
kabhi aisi gungunati hain sun jara
lagata hain
tumase awaaz milaati hain main
khayalo ki mehak hu, gungunaate
saaj par ho sake to milale,
awaaj ko mere saaj par aaja
main hawaon pe bithake le chalu tu
hi to tu hi to meri dost hain aaja
main khalon mein uthake le chalu
tu hi to meri dost hain
awaaz ka dariya hoon,
behata hoon main nili raato mein
main jaagta rehta hoon, nind bhari jheel se
aankhon mein awaaz hoon
main o kabhi dekha hain saahil,
jahan sham utarati hain kehate hain
samunder se, ek pari guzarati hain woh
raat ki rani hain, sargam par chalati hain
se ra se ra se ra, sa re sa sa re sa
aaja main hawaon pe bithake le chalu
tu hi to tu hi to mera dost hain aaja main
khalon mein
uthake le chalu tu hi to mera dost hain
awaaz ka dariya hoon,
behati hoon main nili raaton mein
main jaagti rehti hoon,
nind bhari jheel si aankhon mein awaaz hoon main - (2)


Copy paste this URL below on your browser for viewing Video

http://www.youtube.com/watch?v=WlNBpjhQCTg



5. FILM: SAAYA [2003]


LYRICS: ANAND BAKSHI
MUSIC: ANUMALIK


aa aa aa

har taraf, har jagah, har kahi pe hai, haan usika noor - (3)
haan usika noor
roshni kaa koi dariyaa to hai, haan kahi pe jaroor - (3)

ye aasmaan, ye jamin, chaand aur sooraj
kya bana saka hai kabhi koi bhi kudrat - (2)
koi to hai jiske aage hai aadmi majboor - (2)
har taraf, har jagah, har kahi pe hai, haan usika noor

insaan jab koi hai raah se bhatkaa
isne dikhaa diyaa, usko sahi rastaa - (2)
koi to hai jo kartaa hai mushkil hamaari door - (2)
har taraf, har jagah, har kahi pe hai, haan usika noor
roshni kaa koi dariyaa to hai, haan kahi pe jaroor


Copy paste this URL below on your browser for viewing Video


http://www.youtube.com/watch?v=K6np5XS2O2w


6. FILM:
KAMBAKKHT ISHQ [2009]

LYRICS: ANVITA DUTT GUPTAN
MUSIC: ANU MALIK



Kyun Pholon ke
Khile khile Rang ud gaye

Kyun Pholon ke
Khile khile Rang ud gaye

Kyun Pholon ke
Khile khile Rang ud gaye

Kyun in dino
Khud se Rehti hoon mein khafa khafa
Khafa Khafa


Kyun Pholon ke
Ude UDe Rang ud Khile

Kyun Pholon ke
Ude UDe Rang ud Khile


Kyun in dino
LyricsMasti.com
Hosh mein hai mere
Nasha Nasha
Nasha Nasha

Kyun Pholon ke
Khile khile Rang ud gaye

Teri meri takraro se
Bana Dil Ka yeh Rista hai
Aaina to mein Dekhu to
Tera chehra hi dhita hai
Jab se mujhse Tu Mili

Jane kaise mulakaton mein
Yunhi aisi waise baaton mein
Kare chote mote vaadein the
Isi Chote se bahane se
Pakke tujhe kho diya

Meri hi hai khata
Meri hi hai saja
Phir bhi dil kahe
Yeh Kyun Hua

Kyun in dino
Khud se Rehti hoon mein khafa khafa
Khafa Khafa

Kyun Pholon ke
Ude UDe Rang ud Khile

Kyun Pholon ke
Ude UDe Rang ud Khile


Kyun in dino
Hosh mein hai mere
Nasha Nasha
Nasha Nasha

Aaj se jo mere kal honge
Teri aankhon mein woh Dekhte hai
Teri baaton ke jo aksar hai
Meri Daastan ho likhte hain
Aisa mujhe Kyun hua


Dhuan dhuan si kahani hai
To bhi aakhon mein bhi paani hai
Galon se yeh jo guzarti hai
Tere gam ki nishani hai
Mit si gai har dua


Meri hi hai khata
Meri hi hai saja
Phir bhi dil kahe
Yeh Kyun Hua



Kyun in dino
Khud se Rehti hoon mein khafa khafa

Khafa Khafa

Kyun Pholon ke
Khile khile Rang ud gaye


Kyun Pholon ke
Ude UDe Rang ud Khile


Copy paste this URL below on your browser for viewing Video


http://www.youtube.com/watch?v=jvWEwiUXBtM





7. FILM: OMKARA [2006]

LYRICS: GULZAR
MUSIC: VISHAL BHARADWAJ


o saathi re din dube na - 2
aa chal din ko roke
dhup ke peeche daude
chaanv chhue na
o saathi re
o saathi re din dube na
aa chal din ko roke
dhup ke peeche daude
chaanv chhue na
o saathi re
o saathi re din dube na
thaka thaka suraj jab nadi se hokar niklega
hari hari kaayi pe paanv bada toh fislega
tum rok ke rakhna main jaal giraaun
tum pith pe lena main haath lagaaun
din dube na ha
teri meri atti patti
daat se khaati katti
re jaiiyo na
o pihoo re
o pihoo re na jaiyyo na

kabhi kabhi yun kare main daantu aur tum darna
ubal pade aankhon se feenke paani ka jharna
hmm tere dohhre badan mein sil jaaungi re
jab karwat lega tu chhil jaaungi re
hooo sang le jaaunga
teri meri angni mangni
ang sang laagi sangni
sang le jaaun
o pihooo re
o saathi re din dube na
aachal din ko roke
dhup ke peeche daude
chaanv chhue na
o saathi re


Copy paste this URL below on your browser for viewing Video


http://www.youtube.com/watch?v=jd5b7b8p_48




8. FILM: KHOYA KHOYA CHAND [2007]

LYRICS; SAMIR
MUSIC: SAJID, WAJID


Thirak thirak thirak thirak thirak jane de kadam
ho Bahek bahek bahek bahek bahek jane de kadam
Chalna aaj had se guraj jaye hum
Thirakte bahekte nikal jaye dum
Thirakte bahekte nikal jaye dum
Mar jaye marke bhi jee jaye hum

Thirak thirak thirak thirak thirak jane de kadam
ho Bahek bahek bahek bahek bahek jane de kadam
Chalna aaj had se guraj jaye hum
Thirakte bahekte nikal jaye dum
Thirakte bahekte nikal jaye dum
Mar jaye marke bhi jee jaye hum

Thirak thirak thirak thirak thirak jane de kadam
thirak jane de kadam
thirak jane de kadam
thirak jane de kadam
thirak jane de kadam

ho Bahek bahek bahek bahek bahek jane de kadam
bahek jane de kadam
bahek jane de kadam
bahek jane de kadam
bahek jane de kadam

{SArgam}

Yeh ishq ke andere hume raas aaye the
Anderoon mein hi tum hum pass aaye the

Wafa ke jafa ke geet gaye the
Kiye the karam kuch sitam bhi dhaye the

[Kaise bholaye woh sitam woh karam
kaise bhulaye woh kushiyan woh gum]2


Thirak thirak thirak thirak thirak jane de kadam
thirak jane de kadam
thirak jane de kadam

Bahek bahek bahek bahek bahek jane de kadam
bahek jane de kadam
bahek jane de kadam

Kabhi the sahi hum
kabhi the galat
Thi manzil wohi raste alag
Ikrar ka ek lamha mila
use lamba roothe woh zalim waqt

[Kaise bholaye woh sitam woh karam
kaise bhulaye woh kushiyan woh gum]2

o o o o o

Thirak thirak thirak thirak thirak jane de kadam
ho Bahek bahek bahek bahek bahek jane de kadam
Chalna aaj had se guraj jaye hum
Thirakte bahekte nikal jaye dum
Thirakte bahekte nikal jaye dum
Mar jaye marke bhi jee jaye hum

kyon khoye khoye chand ki firak mein talash mein udaas hai dil
Kyon appne app sse khafa khafa zara zara naraz hai dil
Yeh manzilen bhi khud hi tai karein
Yeh fasle bhi khud hi tai karen

Kyuon to raston mein phir sahem sahem se chalta hai yeh dil


Thirak thirak thirak thirak thirak jane de kadam
thirak jane de kadam
thirak jane de kadam

Bahek bahek bahek bahek bahek jane de kadam
bahek jane de kadam
bahek jane de kadam


Copy paste this URL below on your browser for viewing Video

http://www.youtube.com/watch?v=M531eHvcy7w


9. FILM: U ME AUR HUM [2008]


LYRICS: MUNNA DHIMAN
MUSIC: VISHAL BHARADWAJ


Apne rangoaye bin
Mere Rang mein ghul jao

hoo Apne rangoaye bin
Mere Rang mein ghul jao


Apni dhoop bhojhaye bin
Meri Chao mein aajao

Chalo yun karein
Tum ..tum bhi raho
Mein.. Mein bhi rahunn
Humm...Hum bhi Rahenn

Tum ..tum bhi raho
Mein.. Mein bhi rahunn
Humm...Hum bhi Rahenn


Teno milke saath chale
Saathi janam janam

U me aur hum 2

Apne rangoaye bin
Mere Rang mein ghul jao


Apni dhoop bhojhaye bin
Meri Chao mein aajao

Jaise badal pani ka yarana hai
Jaise Gul aur Khusboo ka Dostana hai

ho Jaise badal pani ka yarana hai
Jaise Gul aur Khusboo ka Dostana hai
Wasie hi rahe hum tum
Waise hi jeeye hum tum

Ho Tere mere haathon mein koi
Bhi pinjara na ho
Ej Duje per apna
Hak to ho kabza na ho

Har haal mein

Tum ..tum bhi raho
Mein.. Mein bhi rahunn
Humm...Hum bhi Rahenn

When my heart goes aah
Misses a beat
I know its gota to be u gal
U sweep me off my feet
sweep me off my feet 2
when the blood frm my heart
Rushes into my brain
It sent msg to me
to say .U drivin me insane
he know U drivin me insane

Love givez ur heart the power
to open up and flower
Covering me few hour
its frain ..its frain

Ek din to woh lamha bhi
ana hai
Dono mein se ek nee
Chale jana hai
Lyricsmasti.com
Ek din to woh lamha
bhi ana hai
Dono mein se ek nee
Chale jana hai

Gaate hain sabhi Hum tum
Janle abhi hum tum

Ho dono milke saath mein
Aise jeena sikh le
Taki to peeche rahe
Usko na ho muskile
ho chal yun jeeye

Agar mein na rahu
umm Ya tum na rahu
Hum hi rahen

Jaise Sayaa saath chale
Saath rahe humdum

U me aur hum 3
aur hum...


Copy paste this URL below on your browser for viewing Video

http://www.youtube.com/watch?v=h5-WV_AMadE




10. FILM: GURU [2007]

LYRICS: GULZAR
MUSIC: A.R. REHMAN


[Barso Re Megha Megha
Barso Re Megha Megha
Barso Re Megha Barso ]2

[Meetha hai kosa hai barish ka bosa hai
posa hai kosa hai barish ka bosa hai ]2

Jal jal jal jal jal thal
Chal chal chal chal bheta chal

Barso reee
Barso Re Megha Megha
Barso Re Megha Megha
Barso Re Megha Barso

Gile gile gile gile haaan
haaaa haaaa haaaan 2
Gile gile maati
Gile maati ke
Chal gharonde banyange re

Hari bhai ambari
ambri ki daali
Milke jhule jhulayenge re haan

Dhan bhaiju Ghanje Haal jothe Sabne
Baaailo ki ghanti baaji
Aur taale lage bharne
re Taair ke chali mein to paar chali 2
Paaar wale par le ke mein to paar chale

Kali kali raatein
kali raaton mein
Yeh badrwa barsh jayega
Gali gali mujhko Megha doondega
Aur garaj ke palat jayega
Ghar agan agana aur pani ka jharna
Bhool na jana mujhe sab poochenge warna

re Beh ke chali mein to beh ke chali.
Re kehti chali mein to keh ke chali
re megha.....


Copy paste this URL below on your browser for viewing Video

http://www.youtube.com/watch?v=QR8KEqvQVtc