
FILM: DUPATTA [1955]
LYRICS: CMUSHIR KAZMI
MUSIC: FEROZE NIZAMI
{*all of the lyrics are not available, nor other details]
1. SINGER: NOOR JEHAN
Ek deep jigar mein bujhatii hai
Ek dard saa dil mein hotaa hai
Hum raatoon ko uthkar rote hain
Jab saara aalam sotaa hai
Chaandanii raatein, o, chaandanii raatein
Sab jag soye, hum jaage,
Taaron se karein baatein
Chaandanii raatein, o, chaandanii raatein
Thakatii thakatii chhutii jaaye,
Aaj piyaa na aaye re, thakatii thakatii
Shaam savere dard anokhe
uthen jiyaa ghabaraaye re, shaam savere
Raatoon ne meri neend luutli -2
Dil kii chhain churaaye
Dukhiyaa aankhein Dhuundh rahii hain
Wohii pyaar kii baate.n
Chaandanii raatein, o, chaandanii raatein
Pichhalii raat me.n Gam ko TuuTakar
Chupake chupake roye re, pichhalii raat mein
Chupake neend mein miit hamaare
Desh paraaye soye re, chupake neend mein
Dil kii dha.Dakane.n tujhe pukaarein -2
Aajaa baalam aaI bahaarein
Baith ke tanahaaI mein kar le
Sukh-dukh kii do baatein
Chaandanii raatein, o, chaandanii raatein
Sab jag soye, hum jaage,
Taaron se karein baatein
Chaandanii raatein, o, chaandanii raatein
Audio
video
video
2. SINGER: NOOR JEHAN " Tum Zindagi Ko Gham Ka Fasana....
Audio
video
3. SINGER: NOOR JEHAN "Jigar Ki Aag Se ....
Audio
video
4. SINGER: NOOR JEHAN "Main Ban Patang Ud Jaoon....
Audio
video
5. SINGER : NOOR JEHAN " Sanwariya Tohe Koi ....'
Audio
video
6. SINGER NOOR JEHAN "Chham Chham Chham CHAI GHATTA Nache Jiya Re....
AUDIO
video