
1. FILM: STREET SINGER
CAST: SAIGAL
LYRICS: WAJI ALI SHAH
MUSIC: R.C. BORAL
baabul moraa, naihar chhuuTo hii jaae -(2)
baabul moraa - moraa, naihar chhuuTo hii jaae
baabul moraa, naihar chhuuTo jaae
baabul moraa, naihar chhuuTo hii jaae
chaar kahaar mile, morii Doliyaa sajaave.n re
chaar kahaar mile, morii Doliyaa sajaave.n
chaar kahaar mile, morii Doliyaa sajaave.n re
moraa apanaa begaanaa chhuTo jaae
baabul moraa, naihar chhuuTo hii jaae
aa.NganA to parbat bhaya aa..
aur deharii bhayii bidesh
aa.NganA to parbat bhaya haN
aur deharii bhayii bidesh
je baabul ghar aapano mai.n chalI piiyaa ke desh
baabul moraa - naihar chhuuTo - jaae
baabul moraa, naihar chhuuTo hii jaae
VIDEO
2, FILM: MY SISTER [ 1944]
CAST: K.L.SAIGAL
LYRICS: PANDIT BHUSHAN
MUSIC: PAMKAJ MULLICK
A. "Chhupo na chhupo na chhupo naa
Chhupo na chhupo na chhupo naa
chhupo na chhupo na o pyaarii sajaniyaa
hamase chhupo na chhupo naa
baa.Nki rasiilii (2) hamaarii sajaniyaa
hamase chhupo na chhupo naa
sajan se chhupo na o pyaarii sajaniyaa
hamase chhupo na chhupo naa
milane ko aaye hai.n (2) aakar milo
naino.n se nainaa milaakar milo
dekho bano na, na hamako banaao
ruuThii huii ho to
haa~ ruuThii huii ho to ab maan jaao
bholii suuratiyaa, bholii suuratiyaa dikhaa do mohaniyaa
hamase chhupo na chhupo naa
sajan se chhupo na o pyaarii sajaniyaa
hamase chhupo na chhupo naa
kaisaa suhaanaa samay hai dilaaraa
bichhu.De hue - bichhu.De hue do dilo.n ka sahaaraa
kaisaa suhaanaa samay hai dilaaraa ~
bichhu.De hue do dilo.n ka sahaaraa ~~
aise me.n aao ~~ aise me.n aao zaraa gunagunaatii
soii huii kismato.n ko jagaatii ~~
rum-jhum-jhum-jhum ~~~ rum-jhum-jhum-jhum
rum-jhum bajaatii rupahalii pai.njaniyaa
hamase chhupo na chhupo naa
sajan se chhupo na o pyaarii sajaniyaa
hamase chhupo na chhupo naa
VIDEO
B. " Do nainaa matavaare tihaare (ham par zulum kare...
Do nainaa matavaare tihaare (ham par zulum kare -2)
do nainaa matavaare tihaare (ham par zulum kare -2)
naino.n me.n rahe to, sudh budh khoye.n 2
chhupe to, chhupe to chain hare - do nainaa -
do nainaa matavaare tihaare (ham par zulum kare -2)
tan tan ke chalAe.n tIr,
nas nas me.n, nas nas me.n uThAe.n pIr
tan tan ke chalAe.n tIr, nas nas me.n uThAe.n pIr
madabhare rasIle niThur ba.De,
na Dare na dhIr dhare
do nainaa matavaare tihaare (ham par zulum kare -2)
jab hotI ho - jab hotI ho tum us paar, man kI
man kI bInA ke baj uThate hain jor jor se taar
man kI - man kI bInA ke baj uThate hain,
jor jor se taar
paas Ae - paas Ae to aise bhUl gae,
pal Chin me.n - pal Chin me.n saba kuchh bhUl gae
paas Ae to aise bhUl gae,
pal Chin me.n saba kuchh bhUl gae
khushiyo.n ke sote ubal pa.De,
har a.ng me.n ra.ng bhare
do nainaa matavaare tihaare (ham par zulum kare -2)
VIDEO
3. FILM: TANSEN
CAST: K.L. SAIGAL
LYRICS: PANDIT INDRA
MUSIC: KHEMCHAND PRAKASH
A.
din suunaa suuraja binaa
aura chandaa bina rain
ghar suunaa diipaka binaa
jyoti bina do nain
diyaa jalaa-o jagamag jagamag
diyaa jalaa-o jagamag jagamag
diyaa jalaa-o (4)
diyaa jalaa-o jagamag jagamag
diyaa jalaa-o jagamag jagamag diyaa jalaa-o
saras suhaagan sunarii (2)
e-e-e-e
saras suhaagan sunarii –
saras suhaagan sunarii
tere mandir me.n dekh a.ndheraa (2)
ruuTh na jaaye diyaa teraa (2)
aa~
diyaa jalaa-o (4)
diyaa manaao diyaa jalaa-o
diyaa manaao manaao jalaa-o
jagamag jagamag (2)
jagamag jagamag diyaa jalaa-o
VIDEO
B.
"morey balapan ke sath. MOVIE:TANSEN
VIDEO
4. FILM: SHAHJAHAN [ 1946]
CAST: K.L.SAIGAL
LYRIC: MAJROOR
MUSIC: NAUSHAD
A.
jab dil hii TuuT gayaa, jab dil hii TuuT gayaa
ham jii ke kyA kare.nge, ham jii ke kyA kare.nge
jab dil hii TuuT gayaa \- 2
ulafat kA diyaa hamane, is dil me.n jalaayaa thA\- 2
ummiid ke phuulo.n se, is ghar ko sajaayaa thA \- 2
ik bhedii luuT gayaa, ik bhedii luuT gayaa
ham jii ke kyA kare.nge, ham jii ke kyA kare.nge
jab dil hii TuuT gayaa
(maaluum nA thA itanI,
mushkil hai.n merI raahe.n
mushkil hai.n merI raahe.n ) \- 2
aramaa.n ke bahe aa.Nsuu, hasarat ne bharI aahe.n\-2
har sAthI chhuuT gayaa, har sAthI chhuuT gayaa
ham jii ke kyA kare.nge, ham jii ke kyA kare.nge
jab dil hii TuuT gayaa
VIDEO
B. "mere sapano.n kii raanii.....
mere sapano.n kii raanii (2)
ruuhii ruuhii ruuhii (2)
mere sapano.n kii raanii
aa.Nkhe.n nii.ndo.n ke khazaane hai.n
do ulfat ke paimaane hai.n (2)
dil teraa shokh javaanii (2)
sapano.n kii raanii
maathe pe chaa.Nd utar aaye
ho.nTho.n pe bha.Nvaraa ma.NDalaaye (2)
mukha.Daa phuulo.n kii kahaanii (2)
sapano.n kii raanii
ko : mere sapano.n kii raanii
ruuhii ruuhii ruuhii (2)
mere sapano.n kii raanii
saa.nche me.n Dhalii hai har dil ke
aa palaTe na nigaahe.n phir milake (2)
patthar kaa jigar ho paanii (2)
sapano.n kii raanii
ko : mere sapano.n kii raanii
ruuhii ruuhii ruuhii (2)
mere sapano.n kii raanii
chup ho to udaasii Dasatii hai
ha.Ns de to khudaa_ii ha.Nsatii hai (2)
bole to fizaa nuuraanii (2)
sapano.n kii raanii
ko : mere sapano.n kii raanii
ruuhii ruuhii ruuhii (2)
mere sapano.n kii raanii
rafii : mere sapano.n kii raanii
ruuhii ruuhii ruuhii (2)
mere sapano.n kii raanii
VIDEO
5. FILM: CROREPATHY [ 1936]
CAST: K.L.SAIGAL, THRILOK KAPOOR, PAHSDI SANYAL, BABULAAL.
LYRICS: KEDAR SHARMA
MUSIC: R. C. BORALL
jagat me.n prem hii prem bharaa hai \-2
binaa prem yahaa.N kachhu na dharaa hai \-2
jagat me.n prem hii prem bharaa hai \-2
shiital pawan chalat jab yaarii \-2
jhuum ke gaawat Daalii\-Daalii \-2
jagat me.n prem hii prem bharaa hai \-2
koyal ban me.n shor machaave \-2
miiThe giit papiihaa gaave
koyal ban me.n shor machaave
miiThe giit papiihaa gaave
bhauraa phuulo.n ko samajhaave \-3
jagat me.n prem hii prem bharaa hai \-2
VIDEO
6. FILM: BHANWARA/HARJAI [ 1944]
CAST: SAIGAL, ARUN, KAMLA CHATTERJEE, MONIKA DESAI,
LYRICS: KEDAR SHARMA
MUSIC: KHEMCHAND PRAKASH
muskaraate huye yuu.N aa.Nkh churaayaa na karo
o o o o
gul khilaate huye yuu.N
gul khilaate huye yuu.N tiir chalaayaa na karo \-3
haath dho baiThe.nge ham
dil se kisii din yuu.N hii \-2
in chhalakatii hu_ii
in chhalakatii hu_ii aa.Nkho.n se
pilaayaa na karo \-3
phuuT kar rote hai.n raat ko do phaphole dil ke \-2
motiyo.n ko merii jaa.N
motiyo.n ko merii jaa.N Thes lagaayaa na karo \-3
dil bahalataa hai raqiibo.n kaa
mai.n jal jaataa huu.N \-2
apanii mahafil me.n ha.Nsii
apanii mahafil me.n ha.Nsii
merii u.Dhaayaa na karo \-3 [VIDEO NOT AVAILABLE]
ALT:
BALAM AYA BASO : DEVADAS 1944
VIDEO
7. FILM: POOJAARI
CAST: SAIGAL, CHANDRA,PAHADI SANYAL, K.C. DEY, RAJKUMARI, NAWAB
MUSIC: TIMIR BARAN
piye jaa aur piye jaa
zindagii kaa Gam khaaye terii balaa
jiye jaa aur piye jaa
botal uThaa kaag u.Daa
are zindagii kaa hai yahii mudd_aa
jiye jaa aur piye jaa
jitanii pii sakataa hai pii le
are do din aur bhii jag me.n jii le
##laugh##
( sochataa hai kyaa
aur piye jaa
aa.Nkh bachii baate.n jaane ko_ii kyaa ) \-2
( Kair jo hogaa
dekhaa jaayegaa ) \-2
are ab to piye jaa [ VIDEO NOT AVAILABLE] HENCE:
PRITAM AAN MILO[ GEETA DUTT: MR& MRS 1955
VIDEO
8. FILM: CHANDIDAS [ 1934]
CAST: SAIGAL, UMA SHASI,
LYRICS: AGHA KASHMIRI
MUSIC: R..C. BORAL
u : prem nagar me.n banaauu.Ngii ghar mai.n
sajake ghar sa.nsaar (2)
prem kaa aa.Ngan, prem kii chhat aur
prem ke ho.nge dvaar (2)
prem nagar me.n banaauu.Ngii ghar mai.n
sajake ghar sa.nsaar (2)
s : prem sakhaa ho prem pa.Dausii
prem me.n sukh kaa saar,
prem me.n duHkh kaa saar
prem sakhaa ho prem pa.Dausii
prem me.n duHkh kaa saar,
prem me.n sukh kaa saar
prem ke sa.ng bitaaye.nge jiivan (2)
prem hii praaNaadhaar
prem ke sa.ng bitaaye.nge jiivan
prem hii praaNaadhaar
prem sakhaa ho prem pa.Dausii
prem me.n sukh kaa saar,
prem me.n duHkh kaa saar
prem ke sa.ng bitaaye.nge jiivan (2)
prem hii praaNaadhaar
u : {prem sudhaa se snaan karuu.Ngii
prem se hogaa shri.ngaar,
prem se hogaa shri.ngaar} (2)
s : {prem hii karm hai prem hii dharm hai
prem hii satt vichaar, prem hii satt vichaar} (2)
u : prem nagar me.n banaauu.Ngii ghar mai.n
sajake ghar sa.nsaar
VIDEO
9. FILM: ZINDAGI [1940]
CAST: SAIGAL
LYRICS: KEDAR SHARMA
MUSIC: PANKAJ MULLICK
so jA ##(slow)## - 2
so jA rAjakumArI so jA
so jA mai.n balihArI so jA
so jA rAjakumArI so jA
so jA mIThe sapane Ae.N
sapano.n me.n pI daras dikhAe.N \- 2
u.D kar rUpanagar me.n jAe.N \- 2
rUpanagar kI sakhiyA.n Ae.N \- 2
rAjAjI mAlA pahanAe.N \- 2
chUme mA.ng tihArI so jA
so jA rAjakumArI so jA
VIDEO
VIDEO
10. FILM: PARWANA [1947]
CAST: SAIGAL
LYRICS: D.N. MADHOK
MUSIC: KHURSHID ANWAR
TuuT gaye sab sapane mere, TuuT gaye
TuuT gaye sab sapane mere
yah do nainaa saavan bhaado.n,
barase shaam savere
dard lagii par Thes lagaayii
TuuTaa jo dil aavaaz yah aayii (2)
sukh kii tamannaa karane vaale
sukh nahii.n bhaag tere
TuuT gaye sab sapane mere
yah do nainaa saavan bhaado.n,
barase shaam savere
TuuT gaye sab sapane mere
duHkh ke sataaye sukh ke diivaane
dekh rahe the Kvaab suhaane (2)
aa.Nkh khulii to aas ke badale
yaas kha.Dii thii ghere
TuuT gaye sab sapane mere
yah do nainaa saavan bhaado.n,
barase shaam savere
TuuT gaye sab sapane mere
VIDEO