Monday, April 12, 2010

SHIKARI [1946] ASOK KUMAR, LATA, MOHD. RAFI,


1946 - Actor / playback singer / film-maker Kishore Kumar gets his first role in "Shikari"




FILM: SHIKARI [1946] SAVAK VACHA
CAST: Ashok Kumar, Beera, Rama Shukul, Paro Devi. KISHORE KUMAR

LYRICS: G.S. nEPALI, PRADEEP
Music: SD. Burman



1. SINGERS: MOHD. RAFI & LATA

Agar main poochhoon jawaab doge
dil kyon mera tadap rahaa hai
tere hi dil mein hai pyaar kuchh kuchh
mere bhi dil mein zaraa zaraa hai

Buraa na maano, to apane haathon
ye bikhari zulfein, sanvaar doon main
hasIn palakon ki chhaanv mein ab
ye saaraa jeevan guzaar doon main
ye dil ki baatein koi na sun le
sanam zamaanaa badaa buraa hai
Aagar main..

Nazar bachaa ke, agar main jaaoon
to meraa daaman, naa thaam lenaa
koi jo poochhe ye kyaa havaa hai
kabhi bhi meraa naa naam lenaa
lagaa ke dil se rakhenge ham to
ye dard teraa diyaa huaa hai
Agar main...

ye thandi thandi, machalati laharein
hamaare dil ko, jalaa na jaaen
uthe hai tuufaan dil-o-nazar mein
kise bachaaen kise sanbhaalein
na chain tumako naa hosh hamako
ye kyaa huaa hai ye kyaa huaa hai

Aagar main poochhoon jawaab doge
dil kyon mera tadap rahaa hai
tere hi dil mein hai pyaar kuchh kuchh
mere bhi dil mein zaraa zaraa hai

Audio

2. SINGER: ;LATA & MOHD. RAFI

chaman ke phuul bhii tujh ko gulaab kahate hai.n
hamii.n nahii.n, hai.n sabhii laajavaab kahate hai.n
nazar milaa ke mere dil kii baat pahachaano
sunaa hai chehare ko dil kii kitaab kahate hai.n

saaz-e-dil chhe.D diyaa hai to ye naGamaa sun lo
bikharii bikharii huii ye pyaar kii kiraNe.n chun lo
isii kiraN ko sanam aafataab kahate hai.n
hamii.n nahii.n, hamii.n nahii.n
hamii.n nahii.n hai.n sabhii laajavaab kahate hai.n
chaman ke phuul bhii tujhako

aaj tak dekhii nahii.n aisii dahakatii aa.Nkhe.n
Daal do aa ke in aaNkho.n me.n chhalakatii aa.Nkhe.n
sambhal ke piinaa ise sab sharaab kahate hai.n
hamii.n nahii.n, hamii.n nahii.n
hamii.n nahii.n hai.n sabhii laajavaab kahate hai.n
chaman ke phuul bhii tujhako ...

Audio


3. SINGER: LATA LYRICIST:QUAMER JALALABADI MUSIC: G.S. KOHLI

" BHAJE GHUNGROO CHUM CHUM....

Audio


4. SINGER: LATA LYRICIST: QUAMER JALALABADI MUSIC; G.S. KOHLI

" YEH REANGEEEN MEHFIL GULABI GULABI.....


Audio

5. SINGER: ASOK KUMAR LYRICIST:PRADEEP MUSIC S.D.BURMAN
" DOL RAHI HAI NAYA MERI....


Audio

6. SINGER:AMIRBHAI KARNATAKI LYRICIST: G.S. NEPALI MUSIC: S.D. BURMAN

" DUNIYA NE HAMEN DO DIN...


Audio


VIDEO


7. SINGER:AMIR BAI KARNATAKI & ASOK KUMAR LYRICIST:G.S. NEPALI
MUSIC: S .D. BURMAN

" HAR DIN HAI NAYA....


Audio




Pramila - Esther Abraham becomes the first "Miss India" in 1947.

No comments:

Post a Comment