CAST: SAIGAL, REHMAN, RAGINI...
LYRICS: MAJROOH
MUSIC: NAUSHAD
1. SINGERS: NASEEM AKHTAR & ZOHRABHAI
| ||
| | ||
Copy paste this URL below on your browser for AUDIO:
http://www.sangeethouse.com/jukebox.php?songid=41264
2. SINGERS: SAIGAL & ZOHRABHAI AMBALAWALI
aey dil-e-beqaraar jhoom, aey dil-e-beqaraar jhoom- 2 abr-e-bahaar aa gayaa, daur-e-khizaa chalaa gayaa- 2 ishq muraad paa gayaa, husn ki mach raha hai dhoom (aey dil-e) chhitakee huee hai chaandanee, masti men hai kali kali- 2 jhoom rahi hai zindagi, tu bhi hazaar baar jhoom (aey dil-e) taare hain maahataab hai, husn hai aur shabaab hai- 2 zindaga kaamiyaab hai, aarazaoon ka hai hazoom (aey dil-e) teraa nashaa,teraa khumaar, ab hai bahaar, hai bahaar 2 peeke khushi men baar baar, peer-e-jawaan ke haath choom (aey dil-e
Copy paste this URL below on your browser for viewing Video and AUDIO:
http://www.sangeethouse.com/jukebox.php?songid=41265
http://www.youtube.com/watch?v=SJVRMUiNNFk
3. SINGERS SAIGAL& ZOHRABI AMBALAWALI
rote rote hi kategi hamen maalum naa thaa - 2
maut bhi ham pe hansegi hamen maalum
naa thaa zindagi rog banegi hamen maalum naa thaa - 2
chaah barbaad karegi hamen maalum naa thaa
chhaayi ghanaghor ghataa chaand sitaare
naa rahe woh ummiiden naa rahin ab woh
sahaare naa rahe ghair to ghair hi the woh
bhi hamaare naa rahe hampe aisi bhi padegi,
hamen maaluum naa thaa - 2
chaah barbaad karegi hamen maalum naa thaa
Copy paste this URL below on your browser for AUDIO:http://www.sangeethouse.com/jukebox.php?songid=41266
4. SINGER: SIAGAL
gham diye mustakil, kitanaa naazuk hai dil,
ye na jaanaa haaye haaye ye zaalim zamaanaa de uthe daag lo, unase ai mahalon kah sunanaa haaye haaye ye zaalim zamaanaa dil ke haathon se daaman chhudaakar gham ki nazaron se nazaren bachaakar uthake woh chal diye, kahate hii rah gaye, ham fasaanaa haaye haaye ye zaalim zamaanaa koi meri ye roodaad dekhen, ye muhobbat ki bedaad dekhe phoonk rahaa hai jigar, pad rahaa hai magar, muskuraanaa haaye haaye ye zaalim zamaanaa gham diye mustakil, kitanaa naazuk hai dil, ye na jaanaa haaye haaye ye zaalim zamaanaa
Copy paste this URL below on your browser for viewing Video and AUDIO:
http://www.sangeethouse.com/jukebox.php?songid=41267
http://www.youtube.com/watch?v=I6Jav5oZDs0
5. SINGER: SAIGAL
Jab Dil Hi Toot Gaya, Jab Dil Hi Toot Gaya Hum Jee Ke Kya Karenge, Jab Dil Hi Toot Gaya Ulfat Ka Diya Humne Is Dil Mein Jalaaya Tha Umeed Ke Phoolon Se Is Ghar Ko Sajaaya Tha Ek Bhedi Loot Gayaa Hum Jee Ke... Maloom Na Tha Itni Mushqil Hai Meri Raahen Armaan Ke Bahe Aansoon Hasratne Bhari Aahen Har Saathi Chhoot Gaya Hum Jee Ke...http://www.youtube.com/watch?v=_oD0h3npq8s
Copy paste this URL below on your browser for viewing Video and AUDIO:
http://www.sangeethouse.com/jukebox.php?songid=41268
6. SINGER: SHAMSHAD BEGUM
jab usane gesu bikharaaye baadal aayaa jhoom ke mast umangen laharaaee hain rangin mukhadaa choom ke gunchaa mehkaa bulbul chehakaa - 2 naache bhanwaraa ghoom ke jab usane gesu bikharaaye baadal aayaa jhoom ke usake nain gulaabi - 2 kar den sabako sharaabi - 2 baadal aayaa jhoom ke jab usane gesu bikharaaye baadal aayaa jhoom ke (jab hans-hans kar wo bole kaanon men wo ras ghole har dil men aramaan dole ishq apani aankhen khole) - 2 (usane paimaanaa chhalakaayaa aa saaqi masti men aanchal dhalakaayaa aa saaqi) - 2 rum jhum, rum jhum baadal aayaa jhum ke jab usane gesu bikharaaye baadal aayaa jhum ke mast umangen laharaaee hain rangin mukhadaa choom kehttp://www.sangeethouse.com/jukebox.php?songid=41269
Copy paste this URL below on your browser for AUDIO:
7. SINGER: SHAMSHAD BEGUM
jawaani ke daaman ko rangin banaa le-2 uthaa le muhobbat ki tohamat uthaa le-2 jawaani ke daaman ko rangin banaa le (tere roop pe aayegi rangat sahar ki hansaa degi kalilyon ko shokhi nazar ki) - 2 ye nazaren kisi se milaakar jhuka le uthaa le muhobbat ki tohamat uthaa le - 2 jawaani ke daaman ko rangin banaa le (ye madamast raaton kaa gehawaaraa, ye zulfen ye josh-e-jawaani, ye aawaaraa zulfen) - 2 in aawaaraa zulfon ki raaten basaa le uthaa le muhobbat ki tohamat uthaa le - 2 jawaani ke daaman ko rangin banaa le (nikal kar ulajhanaa, ulajhakar nikalanaa hai insaan ki azamat sau kaanton men chalanaa) - 2 ye kyaa hai jo gul se bhi daaman bachaa le uthaa le muhobbat ki tohamat uthaa le - 2 jawaani ke daaman ko rangin banaa le (ye raaten tujhe gud-gudaayengi lekin ye aankhen teri muskuraayengi lekin) - 2 agar ye khalish apane dil men basaa le uthaa le muhobbat ki tohamat uthaa le - 2 jawaani ke daaman ko rangin banaa le (biyaawaan bhi hai gulasitaan, dil ke haathon, ye duniyaa hai duniyaa yahaan dil ke haathonbahot hai agar do ghadi muskuraa le uthaa le muhobbat ki tohamat uthaa le - 2 jawaani ke daaman ko rangin banaa le jawaani to hai ek shay aani-jaani banaati hai ulfat ise gair-faani jawaani ko aa gair-faani banaa le uthaa le muhobbat ki tohamat uthaa le - 2 jawaani ke daaman ko rangin banaa le jawaani ke daaman ko rangin banaa le uthaa le muhobbat ki tohamat uthaa le - 2 jawaani ke daaman ko rangin banaa lehttp://www.sangeethouse.com/jukebox.php?songid=41270
Copy paste this URL below on your browser for AUDIO:
8. SINGER: SAIGAL
kar lijiye chalakar meri jannat ke nazaare jannat yeh banaayi hai muhabbat ke sahaare phoolon se liyaa rang, sitaaron se ujaalaa har cheez ko ik noor ke dhaanche men hai dhaalaa is khwaab ki basti ka, falak hai na zameen hai is husn ki duniyaa ki har ik cheez haseen hai roshan hai fizaa aur nahin chaand-sitaare jannat yeh banaayi hai muhabbat ke sahaare gaati hai khushi naghme,to hansataa hai wahaan gham kaliyon ki hansi dekh ke,roti nahin shabanam fitarat ki zubaan par kahin masti ka fasaanaa chheda hai khamoshi ne bhi purqas taraanaa kuchh soye to kuchh jaage hue mast nazaare jannat yeh banaayi hai muhabbat ke sahaare athakheliyaan karati hui chalati hain hawaaen naghmon ki hai barasaat to zulfon ki ghataayen rangin hui aur bhi jannat ki kahaani wah dekhiye (2) jhule pe ruhi ki jawaani betaab kiye dete hain maasoom ishaare, maasoom ishaare jannat yeh banaayi hai muhabbat ke sahaare
Copy paste this URL below on your browser for AUDIO:
http://www.sangeethouse.com/jukebox.php?songid=41271

