Tuesday, February 28, 2012
TAJ MAHAL AN ETERNAL LOVE STORY [2005] AKBAR KHAN
Taj Mahal: An Eternal Love Story is a 2005 Hindi film directed by Akbar Khan. The movie starred Kabir Bedi, Sonya Jehan, Manisha Koirala, Arbaaz Khan, Vaquar Sheikh and Pooja Batra in the title roles. The movie was released on 18 November in India. It was an instant flop, even though it was heavily publicised. Music was composed by the legend of Indian film music Naushad. This was the last work of the music maestro who died on 5 May 2006.
Directed by Akbar Khan
Produced by Pen Densham
Neil Kaplan
Akbar Khan
John Watson
Written by Mohafiz Hyder
Akbar Khan
Fatima Meer
Rajeev Mirza
Starring Kabir Bedi
Sonya Jehan
Manisha Koirala
Arbaaz Khan
Music by Naushad
Cinematography R.M. Rao
Distributed by Mashreq Communications Ltd.
Trilogy Entertainment Group
Release date(s) November 18, 2005
Running time 166 mins
Country India
Pakistan
Language Hindi
Urdu
____________________________________________
MOVIE: TAJ MAHAL [2005] AKBAR KHAN
CAST: KABIR BEDI, MANISHA KOILRALA, ZULFI SYD, KIM SHARMA, SONIYA JEHAN,
POOJA BATRA, NIGAR KHAN.....
LYRICS: NAQSH LYALLPURI. SYED GLREZ
MUSIC: NOUSHAD
1. SINGERS: HARIHARAN & PREETHI UTHAM
ajnabi thehro zara
tum farishta ho ya koi khwab ka chehra ho tum
ajnabi thehro zara ajnabi thehro zara
dil pootchta hain kya ho tum kya ho tum
tum farishta ho ya koi khwab ka chehra ho tum
ajnabi thehro zara thehro zara
dil pootchta hain kya ho tum kya ho tum
ishq ka paigam hu main pyar ka vadaa ho tum
aaye pari chehra meri taqdeer ka tohfa ho tum
ajnabi thehro zara thehro zara
dil pootchta hain kya ho tum kya ho tum
maine kudrat se jo manga tha wahi jalwa ho tum
jindagi main hu tumhari aur meri duniya ho tum
ajnabi thehro zara ajnabi thehro zara
dil pootchta hain kya ho tum kya ho tum
ajnabi thehro zara ajnabi thehro zara
o dilruba dilruba dilruba
AUDIO
VIDEO
2. SINGER: HARIHARAN
apanee julfe mere shaano pe bikhar jaane do
aaj roko na mujhe hadh se gujar jaane do
apanee julfe mere shaano pe bikhar jaane do
tum jo aaye toh bahaaro pe shabaab aaya hai
inn najaro pe bhee halaka sa nasha chhaaya hain
apanee aankho ko nasha aur bhee badh jaane do
apanee julfe mere shaano pe bikhar jaane do
aaj roko na mujhe hadh se gujar jaane do
apanee julfe mere shaano pe bikhar jaane do
surkh hoto pe gulaabo kaa guma hota hain
aisa manjar ho jaha hosh kaha rehata hain
yeh hasin hoth mere hotho se mil jaana do
apanee julfe mere shaano pe bikhar jaane do
aaj roko na mujhe hadh se gujar jaane do
apanee julfe mere shaano pe bikhar jaane do
AUDIO
VIDEO
3. SINGERS: KAVITHA KRISHNAMOORTHY & PREETI UTHAM
dil ke armano kee shamma jalaaye baithe hain
unakee tasvir ko dil mai chhupaaye baithe hain
ishk kee daastaan saaree mehfil sune
ishk dil mai chupaana jaruree nahee
ishk ehsaas hain, dil kee aawaaj hain
sun le saara jamaana jaruree nahee
ishk dil mai rahega toh ghut jaayega
yu hee tadpega machlega mit jaayega
ishk ko yu mitaana jaruree nahee
ishk mitana nahee hain mehakata hai yeh
ishk shola hain dil mai dehakata hain
sab ka daaman jalaana jaruree nahee
ishk elaan hain, ishk tufaan hain
tauba tauba na samajhe woh naadaan hain
aag dil mai dabaana jaruree nahee
ishk dil ke dhadakne kee pehchaan hain
ishk bebaat ho chaahe badnaam hain
hale dil yu sunana jaruree nahee
ishk koyee raaj nahee, ishk aawaaj nahee
ishk khaamosh nahee, ishk behosh nahee
ishk gumnaam na ho, ishk badnaam na ho
ishk duneeya ko dikha le, unakee aankho me chupa le
khul ke jine mai maja hain, ada hain nasha hain
AUDIO
VIDEO
4. SINGERS: HARIHARAN & PREETI UTHAM
kha Jab Taj Mahal Dekha
dilruba, dilruba
taj nagama hain mohabbat ke dhadakte saaj kaa
yeh hai woh aaina jisme aks hain mumtaj kaa
dilruba
(mumtaj tujhe dekha jab taj mahal dekha
phir aaj kee aankho se gujara huwa kal dekha) - (2)
dilruba, dilruba
milate hee nigaaho me sau rang lage khilane
too meree mohabbat hain mujhase yeh kaha dil ne
ai jaan tujhe maine jab pehle pehle dekha
mumtaj tujhe dekha jab taj mahal dekha
phir aaj kee aankho se gujara huwa kal dekha
jab leke too angdaayee kuchh aur karib aayee
daaman me mohabbat ke simatee meree tanhaayee
ek nur kee baarish me bhiga huwa pal dekha
mumtaj tujhe dekha jab taj mahal dekha
phir aaj kee aankho se gujara huwa kal dekha
yeh hastee huyee aankhe lehraate huye kesu
nagama teree khaamoshee aawaaj teree jaadu
maine teree baato me andajjae ghajal dekha
mumtaj tujhe dekha, jab taj mahal dekha
phir aaj kee aankho se gujara huwa kal dekha
dilruba, dilruba
maine teree aankho kaa ek khwaab sajaaya hain
tasvire wafa bankar jo saamane aaya hain
tune hee nahee isako mumtaj mehal dekha
mumtaj tujhe dekha jab taj mahal dekha
phir aaj kee aankho se gujara huwa kal dekha
AUDIO
VIDEO
5. SINGERS: HARIHARAN & PREETI UTHAM
ko : taajamahal
pri : dilarubaa -3
ha : mumataaz -2
tune hi sadaa di hai
pri : dilarubaa
ha : tune hi bulaayaa hai
pri : dilarubaa
ha : phir taaj ki baanho me dil khich ke laayaa hai
har simt teraa cheharaa mumataajamahal dekhaa
ko : aaa
ha : har simt teraa cheharaa mumataajamahal dekhaa
ko : mumataaj tujhe dekhaa jab taazamahal dekhaa
phir aaj ki aankho se guzaraa hu_aa kal dekhaa
ko : taajamahal -3
AUDIO
VIDEO
6. SINGER: HARIHARAN
har ek dil yahaan ek dil talaash karataa hai
wafaa ki, pyaar ki mazil talaash karataa hai
yahaan parawaane shamaa se qarib hote hai
hasin nazaro pe shahazaade shahid hote hai
yahaan dil lene-dene ki adaa bhi qaatil hai
yahaan ke waade bahut dilanashin hote hai
jo beqaraar kare wo qaraar kahate hai
is baazaar ko minaa-baazaar kahate hai
AUDIO
Subscribe to:
Post Comments (Atom)
No comments:
Post a Comment