Friday, October 8, 2010
JUNGLEE [1961] LATA, RAFI, MUKESH, ASHA BHOSLE
FILM: JUNGLEE [1961] SUBODH MUKHERJEE
CAST: SHAMMI KAPOOR, AASIT SEN, MONI CHATTERJEE, MOOLCHAND,
SAIRA BHANU, SANGEETHA, SHASHIKALA, HELEN, AZRA,LALITHA PAWAR
LTRICS: SHAILENDRA & HASRAT KJAIPURI
MUSIC: SHANKAR & JAIKISHAN
1. SINGER: MOHD. RAFI
Ehsaan tera hoga mujpar
dil chahta hai woh kahene do
mujhey tumse mohabbat ho gai
mujhey palkon ki chaon me rahene do
Tumne mujko hasna sikhaya
rohne kahoge roh lenge
ansoo ka hamare ghum na karo
yeh behtey hain to behne do
mujhey tumse mohabbat ho gai
mujhey palkon ke chhaon me rahene do
Chahey bana chahey mita do
mar bhi gaye toh denge dhuayen
udh udh kahegi rakh sanam
yeh darde mohabbat sehne do
mujhey tumse mohabbat ho gai
mujhey palkon ki chhaon me rahene do
Audio
VIDEO
2. SINGER: RAFI
Yaaaaa hoo Yaaaa hoo
[Chaahe koi mujhe jungle kahe
Kehne do jee kehta rahe
Hum pyaar ke toofaanon mein gire hai
Hum kya kare] 2
Chaahe koi mujhe junglee kahe
Yahoo yahoo
[Mere seene mein bhi dil hai
Hai mere bhi kuch armaan
Mujhe patthar to na samjho
main hoon aakhir ek insaan]2
Raah meri wohi jiss pe duniya chali 2
Chaahe koyi mujhe junglee kahe
Kehne do jee kehta rahe
Hum pyaar ke toofaanon mein gire hai
hum kya kare
Chaahe koyi mujhe junglee kahe
yaaahoo
[Sard aahen keh rahi hai
Hai yeh kaisi balaa ki aag
Sote sote zindgaani ghabara ke uthi hai jaag]2
main yahaan se wahaan jaise yeh aasmaan 2
[Chaahe koyi mujhe junglee kahe
Kehne do jee kehta rahe
Hum pyaar ke toofaanon mein gire hai
Hum kya kare] 2
Chaahe koyi mujhe junglee kahe
Audio
VIDEO
3. SINGER: LATA
Jaa jaa jaa mere bachapan
Kahin jaa ke chhup naadaan
Yeh safar hai ab mushkil
Aane ko hai toofaan
Jaa jaa jaa mere bachapan
Zindagi ko naye rang milane lage
Ek kiran chhuu gayi
Phool khilane lage
Jaa jaa jaa mere bachapan
Ek kasak har ghadi dil mein rahane lagi
Jo ke tadapaa gayi
Phir bhi achchhi lagi
Jaa jaa jaa mere bachapan
Audio
VIDEO
4. SINGER: LATA
Kashmir ki kali hoon mein
Mujhse na rootho babuji
Murjha gai too phir na milungi
kabhi nahi
kabhi nahi
kabhi nahi
Rangat meri baharo mein
Dil ki aag chanaro mein
Kuch to hum se baat karo in behki gulzaro mein
Pyar pe gussa karte ho
Tera gussa hum ko pyaar hai
Yehi ada ko katil hai
Jisne humko mara hai
Audio
VIDEO
5. SINGER: RAFI
aai aai yaa sukoo sukoo
aai aai yaa karoon main kya sukoo sukoo (2)
ho gaya dil mera sukoo sukoo
aai aai yaa karoon main kya sukoo sukoo
koyi mastana kahe koyi deewana kahe
koyi parwana kahe jalne ko beqarar
chahat ka mujh pe asar
main duniya se bekhabar
chalta hoon apni dagar
manzil hai meri pyaar
aai aai yaa sukoo sukoo
aai aai yaa karoon main kya sukoo sukoo
ho gaya dil mera sukoo sukoo
aai aai yaa karoon main kya sukoo sukoo
aai aai yaa sukoo sukoo
chonko mat aye doston
yoon hi mujhse mat daro
mere bhole pyaar ko
naadaani na samjho
haathon mein jo haath hai
jeevan bhar ka saath hai
seedhi saadi baat hai
kahaani na samjho
aai aai yaa sukoo sukoo
aai aai yaa karoon main kya sukoo sukoo
ho gaya dil mera sukoo sukoo
aai aai yaa karoon main kya sukoo sukoo
meri aankhon mein nasha
meri baaton mein nasha
meri saanso mein nasha
behka main bin peeye
ghutati ghutati bebasi
sehmi sehmi har ghadi
bin chahat ka zindagi
jeeta main kiss liye
aai aai yaa sukoo sukoo
aai aai yaa karoon main kya sukoo sukoo
ho gaya dil mera sukoo sukoo
aai aai yaa karoon main kya sukoo sukoo
aai aai yaa karoon main kya sukoo sukoo
aai aai yaa karoon main kya sukoo sukoo
aai aai yaa sukoo sukoo, aai aai yaa sukoo sukoo
Audio
VIDEO
6. SINGES: RAFI & LATA
din saara guzaraa tore anganaa
ab jaane de mujhe more sajanaa
mere yaar shabbaa khair 2
ho mere yaar shabbaa khair
mere yaar shabbaa khair
aasaan hai jaana mehfil se
ho kaise jaaoge nikal kar dil se
mere yaar shabbaa khair 2
hoye mere yaar shabbaa khair
mere yaar shabbaa khair
o dilbar dil to kahe teri raahon ko rok loon main 2
aayi birhaa ki raat ab batlaade kya karoon main 2
yaad aayegi yeh baatein tumhaari
tadpegi mohabbat hamaari
mere yaar shabbaa khair 2
hoye mere yaar shabbaa khair
mere yaar shabbaa khair
din saara guzaraa tore anganaa
ab jaane de mujhe more sajanaa
mere yaar shabbaa khair 2
ho mere yaar shabbaa khair
mere yaar shabbaa khair
main dharti tu aasmaan meri hasti pe chha gaya tu 2
seene ke surkh baag mein dil ban ke aa gaya tu 2
ab rehne de nigaahon mein masti
ho basaa le mere khwaabo ki basti
mere yaar shabbaa khair 2
ho mere yaar shabbaa khair
mere yaar shabbaa khair
hoye mere yaar shabbaa khair
mere yaar shabbaa khair
Audio
VIDEO
7. SINGERS: ASHA BHOSLE & MUKESH
Nain tumhaare mazedaar o janaab-e-aali
Hamako tumase hai pyaar o janaab-e-aali
Nain tumhaare mazedaar o janaab-e-aali
Pyaar kiyaa tumase kyaa hamane gunaah kiyaa
Aap ke ishaaron pe khud ko tabaah kiyaa
Banate hain hamahi gunahagaar o janaab-e-aali
Nain tumhaare mazedaar o janaab-e-aali
Aashaa: hamako tumase hai pyaar o janaab-e-aali
Aap chaahe kuchh ho, nigaahon pe chhaa gaye
Meri zindagi men bahaar banake aa gaye
Ham hain tumhaare talabagaar o janaab-e-aali
Hamako tumase hai pyaar o janaab-e-aali
Mukesh: nain tumhaare mazedaar o janaab-e-aali
Raah men pade hain, huzuur ke gulaam hain
Git mere sun lo vafaa ke payaam hain
Ham hain tumhaare tabedaar o janaab-e-aali
Nain tumhaare mazedaar o janaab-e-aali
Hamako tumase hai pyaar o janaab-e-aali
Audio
VIDEO
Labels:
Asha Bhosle,
JUNGLEE [1961] LATA,
Mukesh,
RAFI
Subscribe to:
Post Comments (Atom)
No comments:
Post a Comment