Monday, August 9, 2010
DILWALE DULHANIA LE JAYENGE [1995]
Dilwale Dulhania Le Jayenge (Hindi: दिलवाले दुल्हनिया ले जाएँगे; English: [The Big Hearted Will Take the Bride), also known as DDLJ, is an Indian film. It premiered on 19 October 1995 and was released nationwide on 20 October 1995. Dilwale Dulhania Le Jayenge was directed by Aditya Chopra, and stars Shahrukh Khan, Kajol, and Amrish Puri.
Earning over Rs 580 million in India and Rs 175 million overseas, the film became the biggest Bollywood hit of the year, as well as one of the biggest Bollywood hits of all time.The movie remains the longest running film in the history of Indian cinema. In February 2010, the film set a record by completing 750 weeks of continuous play in Mumbai theatres. On 20 October 2009 the movie completed 15 years of non-stop running. The film was included in the Cinema India showcase, "The Changing Face of Indian Cinema", which toured the United States in July and August 2004. Indiatimes Movies ranks the movie amongst the 25 Must See Bollywood Films. It was also listed among the only two Hindi films in the 1001 Movies You Must See Before You Die list (the other being Mother India).
Filmfare Awards
* 1996 Filmfare Best Movie Award: Yash Chopra
* 1996 Filmfare Best Director Award: Aditya Chopra
* 1996 Filmfare Best Actor Award: Shahrukh Khan
* 1996 Filmfare Best Actress Award: Kajol
* 1996 Filmfare Best Supporting Actress Award: Farida Jalal
* 1996 Filmfare Best Comedian Award: Anupam Kher
* 1996 Filmfare Best Lyricist Award: Anand Bakshi, Tujhe Dekha
* 1996 Filmfare Best Screenplay Award: Aditya Chopra
* 1996 Filmfare Best Dialogue Award: Aditya Chopra, Javed Siddiqi[7]
* 1996 Filmfare Best Male Playback Award: Udit Narayan, Mehndi Lagake Rakhna
National Film Awards
* 1995 National Film Award for Best Popular Film Rajat Kamal (Silver Medal).
DIRECTOR: ADITYA CHOPRA
Actor/Actress Role
Shahrukh Khan Raj Malhotra
Kajol Simran
Amrish Puri Chaudhary Baldev Singh
Farida Jalal Lajwanti
Anupam Kher Dharamvir Malhotra
Satish Shah Ajit Singh
Achala Sachdev Simran's grandmother
Himani Shivpuri Kammo Kaur
Pooja Ruparel Rajeshwari / Chutki
Anaita Shroff Adajania Sheena
Arjun Sablok Rocky
Karan Johar Ponchi
Parmeet Sethi Kuljeet
LYRICS: ANAND BAKSHI
MUSIC: JATIN-LALIT
SONGS RENDERED BY:
Lata Mangeshkar, Asha Bhosle, Kumar Sanu, Abhijeet, and Udit Narayan.
Mandira Bedi
1. SINGERS: PAMELA CHOPRA, MANPREET KAUR & CHORUS
al Kuke Hook Uthaye Yaadon Ki Bandook Chalaye
Koyal Kuke Hook Uthaye Yaadon Ki Bandook Chalaye
Baagon Mein Jhoolon Ke Mausam Vaapas Aaye Re
Ghar Aaja Pardesi Tera Des Bulaaye Re
Ghar Aaja Pardesi Tera Des Bulaaye Re
O Baagon Mein Jhoolon Ke Mausam Vaapas Aaye Re
Ghar Aaja Pardesi Tera Des Bulaaye Re
Ghar Aaja Pardesi Tera Des Bulaaye Re
Is Gaanv Ki Anpadh Mitti Padh Nahin Sakti Teri Chitthi
Ye Mitti Tu Aakar Choome To Is Dharti Ka Dil Jhoome
Maane Tere Hain Kuchh Sapne Par Hum To Hain Tere Apne
Bhoolne Vaale Humko Teri Yaad Sataaye Re
Ghar Aaja Pardesi Tera Des Bulaaye Re
Ghar Aaja Pardesi Tera Des Bulaaye Re
Panghat Pe Aayi Mutiya Re Chham Chham Paayal Ki Jhankarein
Kheton Mein Lehrai Sarson Kal Parson Mein Beete Barson
Aaj Hi Aaja Gaata Hansta
Tera Rasta Dekhe Rasta
Arre Chhuk Chhuk Gaadi Ki Seeti Aawaaz Lagaye Re
Ghar Aaja Pardesi Tera Des Bulaaye Re
Ghar Aaja Pardesi Tera Des Bulaaye Re
Haathon Mein Pooja Ki Thaali Aayi Raat Suhaagon Vaali
O Chaand Ko Dekhoon Haath Main Jodoon Karvachauth Ka Vrat Mein Todoon
Tere Haath Se Peekar Paani
Daasi Se Ban Jaoon Rani
Aaj Ki Raat Jo Maange Koi Vo Pa Jaaye Re
Ghar Aaja Pardesi Tera Des Bulaaye Re
Ghar Aaja Pardesi Tera Des Bulaaye Re
O Mann Mitra O Mann Meeta
De Tainu Rabde Havaale Keeta
Duniya Ke Dastoor Hain Kaise Paagal Dil Majboor Hain Kaise
Ab Kya Sunna Ab Kya Kehna Tere Mere Beech Hi Rehna
Khatam Hui Ye Aankh Micholi
Kal Jaayegi Meri Doli
Meri Doli Meri Arthi Na Ban Jaaye Re
Ghar Aaja Pardesi Tera Des Bulaaye Re
Ghar Aaja Pardesi Tera Des Bulaaye Re
Koyal Kuke Hook Uthaye Yaadon Ki Bandook Chalaye
Baagon Mein Jhoolon Ke Mausam Vaapas Aaye Re
O Mahire O Chanve
Be Jindava O Sajna .
AUDIO
VIDEO
2. SINGERS: LATA & UDIT NARAYAN
Na Jaane Mere Dil Ko Kya Ho Gaya
Abhi To Yahin Tha Abhi Kho Gaya
Na Jaane Mere Dil Ko Kya Ho Gaya
Abhi To Yahin Tha Abhi Kho Gaya
Na Jaane Mere Dil Ko Kya Ho Gaya
Abhi To Yahin Tha Abhi Kho Gaya
Ho Gaya Hai Tujhka To Pyaar Sajna
Laakh Karle Tu Inkaar Sajna
Ho Gaya Hai Tujhka To Pyaar Sajna
Laakh Karle Tu Inkaar Sajna
Dildar Sajna Hai Ye Pyaar Sajna
Ho Gaya Hai Tujhka To Pyaar Sajna
Laakh Karle Tu Inkaar Sajna
Dildar Sajna Hai Ye Pyaar Sajna
Dekha Na Tune Mudke Bhi Peechhe
Kuchh Der To Main Ruka Tha
Jab Dil Ne Tujhko Rokna Chaaha
Door Tu Ja Chuka Tha
Hua Kya
Na Jaana
Ye Dil Kyon
Deewana
Ho Gaya Hai Tujhka To Pyaar Sajna
Laakh Karle Tu Inkaar Sajna
Ho Gaya Hai Tujhka To Pyaar Sajna
Laakh Karle Tu Inkaar Sajna
Dildar Sajna Hai Ye Pyaar Sajna
Ay Vakt Rukja Thamja Thaharja
Vaapas Zara Daud Peechhe
Main Chhod Aayi Khud Ko Jahan Pe
Vo Reh Gaya Mod Peechhe
Kahan Main
Kahan Tu
Ye Kaisa
Hai Jaadu
Arre Ho Gaya Hai Tujhka To Pyaar Sajna
Laakh Karle Tu Inkaar Sajna
Ho Gaya Hai Tujhka To Pyaar Sajna
Laakh Karle Tu Inkaar Sajna
Dildar Sajna Hai Ye Pyaar Sajna
Na Jaane Mere Dil Ko Kya Ho Gaya
Abhi To Yahin Tha Abhi Kho Gaya
Kho Gaya .
Tujhe Dekha To Ye Jaana Sanam
Pyaar Hota Hai Deewana Sanam
Tujhe Dekha To Ye Jaana Sanam
Tujhe Dekha To Ye Jaana Sanam
Pyaar Hota Hai Deewana Sanam
Tujhe Dekha To Ye Jaana Sanam
Pyaar Hota Hai Deewana Sanam
Ab Yahan Se Kahan Jaayein Hum
Teri Baahon Mein Mar Jaayein Hum .
AUDIO
VIDEO
3. SINGERS: LATA & UDIT NARAYAN CHORUS
Ye Kudiyaan Nashe Di Pudiyaan
Ye Munde Gali De Gunde
Ye Kudiyaan Nashe Di Pudiyaan
Ye Munde Gali De Gunde
Nashe Di Pudiyaan
Gali De Gunde
O Mehndi Laga Rakhna
Doli Saja Ke Rakhna
Mehndi Laga Rakhna
Doli Saja Ke Rakhna
Lene Tujhe O Gori
Aayenge Tere Sajna
Mehndi Laga Rakhna
Doli Saja Ke Rakhna
O Sahra Sajake Rakhna
Chehra Chhupake Rakhna
Sahra Sajake Rakhna
Chehra Chhupake Rakhna
Ye Dil Ki Baat Apne
Dil Mein Dabake Rakhna
Sahra Sajake Rakhna
Chehra Chhupake Rakhna
Mehndi Laga Rakhna
Doli Saja Ke Rakhna
Ud Udke Teri Zulfein Karti Hain Kya Ishaare
Dil Thaamke Khade Hain Aashik Sabhi Kanware
Chhup Jaayein Saari Kudiyaan Ghar Mein Sharamke Maare
Gaanv Mein Aa Gaye Hain Paagal Shehar Ke Saare
Nazrein Jhukake Rakhna
Daaman Bachake Rakhna
Nazrein Jhukake Rakhna
Daaman Bachake Rakhna
Lene Tujhe O Gori
Aayenge Tere Sajna
Mehndi Laga Rakhna
Doli Saja Ke Rakhna
Sahra Sajake Rakhna
Chehra Chhupake Rakhna
Main Ek Jawaan Ladka Tu Ek Haseen Ladki
Ye Dil Machal Gaya To Mera Kusoor Kya Hai
Rakhna Tha Dil Pe Kaabu Ye Husn To Hai Jaadu
Jaadu Hi Chal Gaya To Mera Kusoor Kya Hai
Rasta Hamara Takna
Darwaaza Khula Rakhna
Rasta Hamara Takna
Darwaaza Khula Rakhna
Lene Tujhe O Gori
Aayenge Tere Sajna
Kuchh Aur Ab Na Kehna
Kuchh Aur Ab Na Karna
Kuchh Aur Ab Na Kehna
Kuchh Aur Ab Na Karna
Ye Dil Ki Baat Apne
Dil Mein Dabake Rakhna
Mehndi Laga Rakhna
Doli Saja Ke Rakhna
Sahra Sajake Rakhna
Chehra Chhupake Rakhna
Shava Shava
AUDIO
VIDEO
4. SINGER: UDIT NARAYAN
Ruk Ja O Dil Deewane
Poochhoon To Main Zara
Ladki Hai Ya Hai Jaadu
Khushboo Hai Ya Nasha
Ruk Ja O Dil Deewane
Poochhoon To Main Zara
Ladki Hai Ya Hai Jaadu
Khushboo Hai Ya Nasha
Paas Vo Aaye To
Chhoo Ke Main Dekhoon Zara
Ruk Ja O Dil Deewane
Poochhoon To Main Zara
Dekhe Vo Idhar Hanske Bekhabar
Thaamke Dil Hum Khade Hain
Gumsum Si Nazar Uski Hai Magar
Honthon Pe Shikve Bade Hain
Baat Ban Jaaye To
Main Baat Chhedoon Zara
Ruk Ja O Dil Deewane
Poochhoon To Main Zara
Ladki Hai Ya Hai Jaadu
Khushboo Hai Ya Nasha
Sharma Vo Gayi Ghabra Vo Gayi
Maine Jo Usko Pukaara
Ye Dil Le Liya Usne Kar Diya
Aankhon Hi Aankhon Mein Ishaara
Jaan Bhi Jaaye To
Gam Na Karoon Main Zara
Ruk Ja O Dil Deewane
Poochhoon To Main Zara
Ladki Hai Ya Hai Jaadu
Khushboo Hai Ya Nasha
Mehfil Mein Haseen Tu Hi To Nahin
Roothe Tu Kis Liye Akeli
Jis Pe Yoon Fida Ye Dil Ho Gaya
Vo To Hai Teri Ek Saheli
Maan Vo Jaaye To
Baahon Mein Le Loon Zara
Ruk Ja O Dil Deewane
Poochhoon To Main Zara
Ladki Hai Ya Hai Jaadu
Khushboo Hai Ya Nasha
Paas Vo Aaye To
Chhoo Ke Main Dekhoon Zara
AUDIO
VIDEO
5. SINGERS: LATA & KUMAR SANU
-MALE--
Tujhe dekha to yeh jaana sanam
Pyaar hota hai deewana sanam
Tujhe dekha to yeh jaana sanam
(Tujhe dekha to yeh jaana sanam
Pyaar hota hai deewana sanam) - 2
Ab yahan se kahan jaaye hum
Teri baahon mein mar jaaye hum
--FEMALE--
Tujhe dekha to yeh jaana sanam
Pyaar hota hai deewana sanam
Ab yahan se kahan jaaye hum
Teri baahon mein mar jaaye hum
--MALE--
Tujhe dekha to yeh jaana sanam
--FEMALE--
La la la la la, la la la la la
La la la la la, la la la
Aankhen meri sapne tere
Dil mera, yaadein teri
--MALE--
O, mera hai kya
--FEMALE--
(La la la)
--MALE--
Sab kuch tera
--FEMALE--
(La la la)
--MALE--
Jaan teri, saansein teri
--FEMALE--
Meri aankhon mein aansu tere aa gaye
Muskuraane lage saare gham
--MALE--
Tujhe dekha to yeh jaana sanam
Pyaar hota hai deewana sanam
--FEMALE--
Ab yahan se kahan jaaye hum
Teri baahon mein mar jaaye hum
--MALE--
Tujhe dekha to yeh jaana sanam
--FEMALE--
Yeh dil kahin lagta nahin
Kya kahoon, main kya karoon
--MALE--
Haan, tu saamne
--FEMALE--
(La la la)
--MALE--
Baithi rahe
--FEMALE--
(La la la)
--MALE--
Main tujhe dekha karoon
--FEMALE--
Tune aawaaz di, dekh main aa gayi
Pyaar se hai badi kya kasam
--MALE--
Tujhe dekha to yeh jaana sanam
Pyaar hota hai deewana sanam
--FEMALE--
Tujhe dekha to yeh jaana sanam
Pyaar hota hai deewana sanam
--MALE--
Ab yahan se kahan jaaye hum
Teri baahon mein mar jaaye hum
--FEMALE--
Teri baahon mein mar jaaye hum
AUDIO
VIDEO
6. SINGERS: ASHA BHOSLE & ABHIJEET
Zara Sa Jhoom Loon Main
Arre Na Re Na Re Na
Zara Sa Ghoom Loon Main
Arre Na Re Na Re Na
Aa Tujhe Choom Loon Main
Arre Na Re Na Baba Na
Main Chali
Banke Hawa
Rabba Mere
Mainu Bacha
Zara Sa Jhoom Loon Main
Arre Na Re Na Re Na
Zara Sa Ghoom Loon Main
Arre Na Re Na Re Na
Aa Tujhe Choom Loon Main
Arre Na Re Na Baba Na
Main Chali
Banke Hawa
Rabba Mere
Mainu Bacha
Mausam Bhi Be-imaan
Masti Ka Ye Saman
Roko O Logon Zameen Pe
Girne Laga Aasmaan
Thumak Thumak Ke Jhuloongi
Main Udke Gagan Ko Chhuloongi
Main Chali
Banke Hawa
Rabba Mere
Mainu Bacha
Zara Sa Jhoom Loon Main
Arre Na Re Na Re Na
Zara Sa Ghoom Loon Main
Arre Na Re Na Re Na
Aa Tujhe Choom Loon Main
Arre Na Re Na Baba Na
Dhandi Dhandi Pavan
Jalta Hai Ye Badan
Jee chahta Hai Bana Loon
Tujhko Apna Sajan
Hua Nahin Ye Pehle Kabhi
Meri Jaan Badal Gayi Abhi Abhi
Main Chali
Banke Hawa
Rabba Mere
Mainu Bacha
Zara Sa Jhoom Loon Main
Arre Na Re Na Re Na
Zara Sa Ghoom Loon Main
Arre Na Re Na Re Na
Aa Tujhe Choom Loon Main
Arre Na Re Na Baba Na
Jaati Hai Tu Kahan
Jaaneman Jaanejaan
Ladki Hai Tu Khoobsurat
Ladka Main Naujawaan
Tujhe Gale Laga Loon Aa
Palkhon Mein Bitha Loon Aa
Ho Gaya
Mujhe Nasha
Rabba Mere
Mainu Bacha
Zara Sa Jhoom Loon Main
Arre Na Re Na Re Na
Zara Sa Ghoom Loon Main
Arre Na Re Na Re Na
Aa Tujhe Choom Loon Main
Arre Na Re Na Baba Na
Ho Gaya
Mujhe Nasha
Rabba Mere
Mainu Bacha
AUDIO
VIDEO
7. SINGER: LATA
mere khvaabo me jo aae, aake mujhe chhed jaae -2
us se kahun kabhi saamane to aae
mere khvaabo me jo aae ...
kaisaa hai kaun hai vo jaane kahaan hai -2
jisake lie mere hoto pe aah hai
apanaa hai yaa begaanaa hai vo
sach hai yaa koi afasaanaa hai vo
dekhe ghur-ghur ke yunhi dur-dur se
usase kahun meri nid na churaae
mere khvaabo me jo aae ...
jaadu se jaise koi chhalane lagaa hai -2
mai kyaa karun dil machalane lagaa hai
teraa divaanaa kahataa hai vo
chup-chup se phir kyo rahataa hai vo
kar baithaa bhul vo, le aayaa phul vo
usase kahun jaae chaand leke aae
mere khvaabo me jo aae ...
AUDIO
VIDEO
Subscribe to:
Post Comments (Atom)
No comments:
Post a Comment