Friday, July 30, 2010
MOHEMAD RAFI COMMEMORATED ON HIS DEATH ANNIVERSARY
Mohammed Rafi (Hindi: मोहम्मद रफ़ी, Urdu: محمد رفیع; December 24, 1924 – July 31, 1980), was an Indian playback singer whose career spanned four decades.[1] Rafi is regarded as one of the greatest singers in the Hindi film music industry ever. He won several awards including Padma Shri, 5 National Awards and 6 Filmfare awards.
Born December 24, 1924
Origin Kotla Sultan Singh, Punjab, British India
Died July 31, 1980 (aged 55)
Genres Indian classical, ghazal, playback singing
Occupations Hindi and regional playback singer
Instruments Vocalist
Years active 1944–1980
1.
FILM: KALAPANI [ 1958] RAJ KHOSLA
CAST: DEV ANAND, MADHUBAALA, NALINI JAYWANT,..
LYRICS: MAJROOR SULTAN PURI
MUSIC : S.D. BURMAN
SINGER: MOHD. RAFI
Chale gaye
Hum bhekhudi mein tumko puakare chale gaye
Hum
Hum bekhudi mein tumko pukare chale gaye
Sagar mein zindagi ko utare chale gaye
Hum
Dekha ki yeh tumhe hum banke deewana
Dekha ki yeh tumhe hum banke deewana
Utara jo nasha humne yeh jaane
Sare woh zindagi ke sahare chale gaye
Hum bekhudi mein tumko pukare chale gaye
Hum
Tu to na kahon hum khud hi se khele
Tu to na kahon hum khud hi se khele
Doobe nahin humhi yunn nashe mein akele
Sheeshe mein aapko bhi utare chale gaye
Hum bekhudi mein tumko pukare chale gaye
Sagar mein zindagi ko utare chale gaye
Hum
Audio
VIDEO
2.
FILM: DULARI [1949] A.R. KARDAR
CAST: SHYAM KUMAR, MADHUBALA, GEETA BALI, SURESH OBEROI, AMAR,
JAYANTH
LYRICS: SHAKEEL BADAYUNI
MUSIC: NAUSHAD
SINGER: MOHD. RAFI
Suhani raat dhal chuki
Na jane tum kab aaoge
Suhani raat dhal chuki
Na jane tum kab aaoge
Jahan ki rutt badal chuki
Na jane tum kab aaoge
Nazarein apni mastiyan
Dikha dikha ke so gaye
Sitaarein apni roshni
Loota loota ke so gaye
Har ek shamma jal chuki
Na jane tum kab aaoge
Suhani raat dhal chuki
Na jane tum kab aaoge
Tadap rahe hain hum yaha'
Tadap rahe hain hum yaha
Tumhare intezar mein
Tumhare intezar mein
Fizaa ka rang aa chala hain
Musam-e-bahar mein
Fizaa ka rang aa chala hain
Musam-e-bahar mein
Musam-e-bahar mein
Hawa bhi rukh badal chuki
Na jane tum kab aaoge
Suhani raat dhal chuki
Na jane tum kab aaoge
Audio
VIDEO
3.
FILM: BAIJU BAWRA [1952] Vijay Bhatt
CAST: : Bharat Bhushan, Meena Kumari, Ratan Kumar, Vyas B M
Lyrics: Shakeel Badayuni
Music Director: Naushad
SINGER: MOHD. RAFI
Bhagwan bhagwan bhagwan
O duniya ke rakhwale
Sunn dard bhare mere naale
Sunn dard bhare mere naale
Aash niraash ke do rangon se
Duniya tune sajayi
Naiya sang to baand banaya
Milan ke saath judaai
Jaa dekhliye harjaai
O loot gayi mere pyar ki nagari
Ab to neer baha le
Ab to neer baha le
Ooo, ab to neer baha le
O duniya ke rakhwale
Sunn dard bhare mere naale
Sunn dard bhare mere naale
Aag bani sawaan ki barkha
Phool bane angarein
Nagan ban gayi raat suhani
Patthar ban gaye taarein
Sab tut chuke hain sahare
O jeevan apna wapas leh le
Jeevan dene wale
O duniya ke rakhwale
Chaand ko dhonde pagal suraj
shaam ko dhoonden savera
Main bhi dhoondu us pritam ko
Ho na sakaa jo mera
Bhagwan bhala ho tera
O kismat phuti aach na tuti
Pao mein pad gaye chale
O duniya ke rakhwale
Mehal udaas aur galiyan suni
Chup chup hain dewaarein
Dil kya ujada duniya ujadi
Rooth gayi hain baharein
Hum jeevan kaise gujaare
O mandir girta phir ban jataa
Dil ko kaun sambhale
O duniya ke rakhwale
Sunn dard bhare mere naale
Sunn dard bhare mere naale
O duniya ke rakhwale
Rakhwale rakhwale, rakhwale
Audio
VIDEO
4.
FILM: HUM DONO [ 1961] AMARJEET
CAST: DEV ANAND, NAMDA, SADHANA, LALITHA PAWAR, LEELA CHITNIS, GULAM HUSSAIN, PRABHU
DAYAL...
LYRICS: SAHIR LUDIANAVI
MUSIC: JAYADEV
SINGER: MOHD. RAFI
Abhi na jao chodkar
Ke dil abhi bhara nahi
Abhi na jao chodkar
Ke dil abhi bhara nahi
Abhi abhi to aayi hon
Abhi abhi to
Abhi abhi to aayi hon
Bahar banke chahi hon
Hawa zara mehek to le
Nazar jara behek to le
Yeh shaam dhal to le zara
Yeh shaam dhal to le zara
Yeh dil sambhal to le zara
Mein thodi der ji to lu
Nashe ke ghut pe to lu
Nashe ke ghut pe to lu
Abhi to kuch kaha nahi
Abhi to kuch suna nahi
Abhi na jao chodkar
Ke dil abhi bhara nahi
Sitaren jhilmila uthe
Sitaren jhilmila uthe
Chiurag jagmaga uthe
Bas ab na mujhko tokna
Bas ab na mujhko tokna
Na badhke raah rokna
Agar mein ruk gayi abhi
To jaa na paaongi kabhi
Yehi to hoge tum sada
Ke dil abhi nahin bhara
Jo khatm ho kisi jagah
Yeh aisa silsila nahi
Abhi nahi abhi nahi
Nahi nahi nahi nahi
Abhi na jao chodkar
Ke dil abhi bhara nahi
Adhuri aas, adhuri aas chodke
Adhuri pyas jo roz yuhi jaaongi
To kis tarah nabhaogi
Ke zindagi ki raah mein
Jawan dilo ki chaah mein
Kai matam aayenge
Jo humko aazmayenge
Bura na manu baat ka
Yeh pyar hain gila nahi
Yehi to hoge tum sada
Ke dil abhi nahin bhara
Haan dil abhi bhara nahi
Nahi nahi nahi nahi
Audio
VIDEO
5.
FILM: MERE MEHABOOB [ 1962] H.S. RAWAIL
CAST: RAJENDRA KUMAR, ASOK KUMAR, PRAN, REHMAN , SADHANA, NIMMI, AMEETA
LYRICS: SHAKEEL BADAYUNI
MUSIC: MAUSHAD
Mere mehboob tujhe meri mohabbat ki kasam
Mere mehboob tujhe meri mohabbat ki kasam
Fir mujhe nargisi aankhon ka sahara de de
Mera khoya hua rangeen nazara de de
Mere mehboob tujhe mere mohobbat ki kasam
Bhool sakti nahin aankhen woh suhana manzar
Jab tera husn mere isha se takraraya tha
Aur fir raaho mein bikhare the hazaron nagamein
Mein woh nagame teri aawaz ko de aaya tha
Saaz-e-dil ko unhi geeton ka sahara dede
Mere khoya hua rangeen nazara de de
Mere mehboob tujhe mere mohobbat ki kasam
Yaad hain mujhko meri umr ki pehli woh ghadi
Tere aankhon se koi jaam piya tha maine
Meri ragh ragh mein koi bark si leherayi thi
Jab tere marmari haathon ko chua tha maine
Aa mujhe fir unhi haathin ka sahara de de
Mera khoya hua rangeen nazara de de
Mere mehboob tujhe mere mohobbat ki kasam
Dhoondta hoon tujhe har raah mein har mehfil mein
Thakl gaye hain meri majboor tammna ke kadam
Aaj ka din meri umeed ka hain aankhri din
Kal na jane mein kaha aur kaha tu hon sanam
Do ghadi apni nigahon ka sahara de de
Rangeen nazara de de
Mere mehboob tujhe mere mohobbat ki kasam
Saamne aake jara parda utha de rukh se
Ek yehi mera ilag-e-ghum-e-tanhai hain
Teri furkat mein pareshan kiya mujhko
Ab to mil jaa ke meri jaan pe ban aayi hain
Dil ko bholi hiu yaadon ka sahara de de
Mera khoya hua rangeen nazara de de
Mere mehboob tujhe mere mohobbat ki kasam
Mere mehboob tujhe
Audio
VIDEO
6.
FILM: DOSTI 1964] SATYAN BOSE
CAST: ABHI BHATAACHARYA, NANA PALSIKAR, SANJAY KHAN, BABY FARIDS, UMARAJOO, LEELA MISHRA,
LEELA CHITNIS, SUDHIR KUMAR, SUSHIL KUMAR
LYRICS: MAJROOH SULTANPURI
MUSIC: Laxmikant Shantaram Kudalkar, Pyarelal Ramprasad Sharma
Chahoonga main tujhe saanj savere
Phir bhi kabhi ab naam ko tere
Awaaz main na doonga
Awaaz main na doonga
Chahoonga main tujhe saanj savere
Phir bhi kabhi ab naam ko tere
Awaaz main na doonga
Awaaz main na doonga
Chahoonga main tujhe saanj savere
Dekh mujhe sab hain pata
Sunta hain tu mann ki sada
Dekh mujhe sab hain pata
Sunta hain tu mann ki sada
Mitwa, mere yaar tujhko baar baar
Awaaz mein na doonga
Awaaz mein na doonga
Chahoonga main tujhe saanj savere
Phir bhi kabhi ab naam ko tere
Awaaz main na doonga
Awaaz main na doonga
Chahoonga main tujhe saanj savere
Dard bhi tu, chain bhi tu
Daras bhi tu, nain bhi tu
Dard bhi tu, chain bhi tu
Daras bhi tu, nain bhi tu
Mitwa, mere yaar tujhko baar baar
Awaaz mein na doonga
Awaaz mein na doonga
Chahoonga main tujhe saanj savere
Phir bhi kabhi ab naam ko tere
Awaaz main na doonga
Awaaz main na doonga
Awaaz main na doonga
Awaaz main na doonga
Audio
VIDEO
7.
FILM: SANGAM [1964]
CAST: RAJ KAPOOR, VIJYANTHIMALA, RAJENDRA KUMAR,IFTHIKAR, NANA PALSIKAR, ACHALA SACHDEV,
LYRICS: SHAILENDRA & HASRAT JAIPURI
MUSIC: SHANKAR & JAIKISHAN
SINGER: MOHD, RAFI
Meherban likhon
Haseena likhon ya dilbar likhon
Hairaan hoon ke aapke
Is khat mein kya likhon
Yeh mera prem patra padhkar
Ke tum naaraz na hona
Ke tum meri zindagi ho
Ke tum meri bandagi ho
Yeh mera prem patra padhkar
Ke tum naaraz na hona
Ke tum meri zindagi ho
Ke tum meri bandagi ho
Tujhe mein chaand kehta tha
Magar usmein bhi daag hain
Tujhe mein chaand kehta tha
Magar usmein bhi daag hain
Tujhe suraj mein kehta tha
Magar usmein bhi aag hain
Tujhe itna kehta hoon
Ke mujh ko tumse pyaar hain
Tumse pyar hain, tumse pyar hain
Yeh mera prem patra padhkar
Ke tum naaraz na hona
Ke tum meri zindagi ho
Ke tum meri bandagi ho
Tujhe ganga mai samjhonga
Tujhe Jamuna mai samjhonga
Tujhe ganga mai samjhonga
Tujhe Jamuna mai samjhonga
Tu dil ke paas itni
Tujhe apna mai samjhonga
Agar marjaaon rooh bahtkegi
Tere intezar mein
Intezar mein, intezar mein
Yeh mera prem patra padhkar
Ke tum naaraz na hona
Ke tum meri zindagi ho
Ke tum meri bandagi ho
Yeh mera prem patra padhkar
Ke tum naaraz na hona
Ke tum meri zindagi ho
Ke tum meri bandagi ho
Audio
VIDEO
8.
FILM: JAB JAB PHOOL KHILE [ 1965]
CAST: SHASHI KAPOOR, JATRIN KHANNA, KAMAL KAPOOR, BABY FARIDA, NANDA, NIKKY, TUN TUN...
LYRICS: ANAND BAKSHI
MUSIC: KALYANJI ANANDJI
Pardesiyon se na akhiyan milana
Pardesiyon se na akhiyan milana
Pardesiyon ko hain ek din jana
Pardesiyon se na akhiyan milana
Pardesiyon se na akhiyan milana
Sach hi kaha hain panchi inko
Sach hi kaha hain panchi inko
Raat ko thehere to ud jaye din ko
Raat ko thehere to ud jaye din ko
Aaj yaha kal waha hain thikana
Pardesiyon se na akhiyan milana
Pardesiyon se na akhiyan milana
O, baagon mein jab jab phool khilenge
Baagon mein jab jab phool khilenge
Tab tab yeh harjaai milenge
Tab tab yeh harjaai milenge
Gujarega kaise patjhad ka zamana
Pardesiyon se na akhiyan milana
Pardesiyon se na akhiyan milana
Pardesiyon ko hain ek din jana
Pardesiyon se na akhiyan milana
Pardesiyon se na akhiyan milana
Audio
VIDEO
9.
FILM: KALA BAZZAR [ 1960] S.D. BURMAN
CAST: CHETAN ANAND, DEV ANAMD, , KISHORE SAHU,
MADAN PURI, MOHD, RAFI, MUKRI, RAJ KUMAR, VIJAY ANAND, WAHEEDA REHMAN, NANDA....
LYRICS: SHAILENDRA
MUSIC: S. D. BURMAN
SINGER: MOHD. RAFI
Khoya Khoya Chand
Oh ho ho ho
Khoya khoya chaand, khula aasman
Ankhon mein saari raat jayegi
Tumko bhi kaise neend aayegi, oh ho
Khoya khoya chaand, khula aasman
Ankhon mein saari raat jayegi
Tumko bhi kaise neend aayegi, oh ho
Khoya khoya chaand
Masti bhari hawa jo chali
Masti bhari hawa jo chali
khil khil gayi yeh dil ki kali
Man ki gali mein hain khalbali
Ke unko to bulaao, oh ho ho, ho ho
Khoya khoya chaand, khula aasman
Ankhon mein saari raat jayegi
Tumko bhi kaise neend aayegi, oh ho
Khoya khoya chaand
Taaren chale nazaaren chale
Taaren chale nazaaren chale
Sang sang mere woh saaren chale
Charon taraf isharen chale
Kisike to ho jaao, oh ho ho, ho ho
Khoya khoya chaand, khula aasman
Ankhon mein saari raat jayegi
Tumko bhi kaise neend aayegi, oh ho
Khoya khoya chaand
Oh, oh, ho, ho
Aisi hi raat, bheegi si raat
Aisi hi raat, bheegi si raat
haathon mein haath hote woh saath
Keh lete unse dil ki yeh baat
Ab to naa sataaon, oh ho ho, ho ho
Khoya khoya chaand, khula aasman
Ankhon mein saari raat jayegi
Tumko bhi kaise neend aayegi, oh ho
Khoya khoya chaand
Hum mit chale jinke liye
Hum mit chale hain jinke liye
Bin kuch kahe woh chup chup rahen
Koi zaraa yeh unse kahe
Na aise aazmaao, oh ho ho, ho ho
Khoya khoya chaand, khula aasman
Ankhon mein saari raat jayegi
Tumko bhi kaise neend aayegi, oh ho
Khoya khoya chaand
Khoya khoya chaand
Khoya khoya chaand
Khoya khoya chaand
Khoya khoya chaand
Khoya khoya chaand
Audio
VIDEO
10.
FILM: HUM KISISE KUM NAHIN [1977] NASIR HUSSAIN
CAST: RISHI KAPOOR, OM SHIVPURI, NITHIN SETHI, RAVINDRA KAPOOR, AGHA, MURAD, AMJAD KHAN
ZEENAT AMAN, KAJAL KIRAN, LEENA DAS...
LYRICS:
MUSIC: R.D. BURMAN
Kya hua tera wada
Woh kasam woh irada
Kya hua tera wada
Woh kasam woh irada
Bhoolega dil jis din tumhe
Woh din zindagi ka aakhri din hoga
Kya hua tera wada
Woh kasam woh irada
Bhoolega dil jis din tumhe
Woh din zindagi ka aakhri din hoga
Kya hua tera wada
Yaad hain mujhko tune kaha tha
Tumse nahi roothenge kabhi
Dil ki tarah se haath mile hain
Kaise bhala chootenge kabhi
Teri baahonmein beeti har shaam
Bewafa yeh bhi kya yaad nahi
Kya hua tera wada
Woh kasam woh irada
Bhoolega dil jis din tumhe
Woh din zindagi ka aakhri din hoga
Kya hua tera wada
Woh kasam woh irada
O kehne wale mujhko farebi
Kaun farebi hain yeh bata
O jisne ghum liya pyar ke khatir
Ya jisne pyar ko bech diya
Nasha daulat ka aesa bhi kya
Ke tujhe kuch bhi yaad nahi
Kya hua tera wada
Woh kasam woh irada
Bhoolega dil jis din tumhe
Woh din zindagi ka aakhri din hoga
Kya hua tera wada
Woh kasam woh irada
Audio
VIDEO
11.
FILM: GEET [ 1970] RAMANAND SAGAR
CAST: RAJENDRA KUMAR, NASIR HUSSAIN, MANMOHAN KRISHNA, SUJIT KUMAR, DAISY IRANI, KUKUM,
MALA SINHA,
LYRICS: ANAND BAKSHI
MUSIC: KALYANJI ANANDJI
SINGER: MOHD. RAFI
Mere mitwa, mitwa, mitwa
Mere mitwa mere meet re
Mere meet re, meet re
Aaja tujhko pukaren
Mere geet re, mere geet re
O mere mitwa mere meet re
Aaja tujhko pukaren
Mere geet re, mere geet re
O mere mitwa
Naam na janu, tera des na janu
Naam na janu, tera des na janu
Kaise main bheju sandes na janu
Yeh phoolon ki yeh jhulon ki
Rutt na jaye bet re
Aaja tujhko pukaren
Mere geet re, mere geet re
O mere mitwa
Tarsegi kab tak pyasi najariya
Tarsegi kab tak pyasi najariya
Barsesgi kab mere aangan badariya
Chodke aaja todke aaja
Duniya ki har reet re
Aaja tujhko pukaren
Mere geet re, mere geet re
O mere mitwa mere met re
Aaja tujhko pukaren
Mere geet re, mere geet re
O mere mitwa
Audio
VIDEO
12.
FILM: SURAJ [ 1966] T. PRAKSH RAO
CAST: RAJENDRA KUMAR, AJIT, AGHA, DAVID ABRAHAM, VYJAYANTJIMALA, NEETU SINGH, LALITHA PAWAR
MUMTAZ
LYRICS: SHAILENDRA
MUSIC: SHANKAR JAIKISHAN
SINGER: MOHD. RAFI
Baharon phool barsao
Mera mehboob aaya hain
Mera mehboob aaya hain
Baharon phool barsao
Mera mehboob aaya hain
Mera mehboob aaya hain
Hawao ragani gaaon
Mera mehboob aaya hain
Mera mehboob aaya hain
Woh lali phool ki mehendi
Laga in gore haathon mein
Utar aa aye ghata ka jal
Laga in pyari aankhon mein
Sitaron maang bhar jao
Mera meheboob aaya hain
Mera meheboob aaya hain
Baharon phool barsao
Mera mehboob aaya hain
Mera mehboob aaya hain
Nazaron har taraf ab
Taan do ek noor ki chadar
Bada sharmila dilbar hain
Chala jaye na sharma kar
Zara tum dil ko behelao
Mera mehboob aaya hain
Mera mehboob aaya hain
Baharon phool barsao
Mera mehboob aaya hain
Mera mehboob aaya hain
Sajayi hain jawaan kaliyon ne
Ab yeh sej ulfat ki
Inhe maalum tha ayegi
Ek din rutt mohabbat ki
Kazao rang bikharao
Mera mehboob aaya hain
Mera mehboob aaya hain
Baharon phool barsao
Mera mehboob aaya hain
Mera mehboob aaya hain
Audio
VIDEO
Subscribe to:
Post Comments (Atom)
No comments:
Post a Comment